"Aaj shab jo chand ne hai roothne ki than li
Andheri shayh zindagi ko sujhi thi nahi kahin
Ki ek aaj haath thamlo ki ek haath ki kami khali
Kyun Khoye khoye chand ki firak mein talash mein udas hai dil
Kyun apne app se khafa khafa zara zara sa naraz hai dil
Kyun to raston pe phir shem shem sambhal sambhal le chalta hai yeh dil
Zindagi sawalo ke jawaab dhondne chali
Jawaab mein sawalon ki ek lambi si ladi mili
Saawal hi saawal hai sujhti nahi gali
ki aaj haath tham lo ek haaath ki kami khali
Jee mein aata hai Murda sitara noch loo, Idhar bhi nooch lo Udhar bhi nooch lo
Ek do ka zikar kya mein sare noooch lo
Kyun tuu aaj itna vaihshi hai mizaj mein mazazz hai aye gum-e-dil
Kyun anpne app se khafa khafa.....
Dil ko samjhna keh to kya asaan hai
Dil to fitrat se sun lo na Baimaan hai
Yeh kush nahi hai jo mila
Bas mangta hi hai chala
Janta hai har lagi ka Dard hi hai bas ek sila
Jab kabhi yeh dil laga
sunlo dard hi ek sila
Kyun naye naye se dard ki firak mein talash udas hai dil