i was wondring guys bhoomi kis tarah ki ladki hai ,karan sabke saamne kahta hai ki tanya aunty uski real maa nahin hai jab ussse ye pata hai ki tanya aunty uski maa nahin hai to kabhi bhi wo apni real maa ke baare me janna nahin chahti ? maanaa ki she loves tanya very much but real ma to real hoti hai, kaisi heartless bana diya hai tanya ne usko.kabhi nands ke baare me kisi se poochti bhi nahin ki uski maa kaisi thi kahan hai.any normal girl think abt this sometime but ekta ke writer paagal hai jo hume fool bana rahe hai
how strange is drama's characters