Originally posted by: lee_Ashni
Meri is rachana main maine KTLK premiyo ke naam ke meaning ko lekar kavita main dhalne ka prayas kiya hai. Jaha tak sabhi ke naam include karne ki koshish ki hai. Mera kisiko kisi prakar se chot pahuchane ka udyeshya nahi hai. Aap sab premi is kavita ka mahatva purna ang (part) ho. Deko pasand aata hai toh like button hit karo aur comments dena jaroori hai bhai... kyo ki aap iska atoot hissa jo ho
KTLK Premiyo Ke Rang
Sony TV pe janam liya 2011 main
'KTLK' naam se pahachana gaya ghar angan main
Ashni bane sab ke ankhon ke tare
Bas gaye har dil ki dhadkan main Sare
Badhta gaya Ashni premiyo ka caravan anokha
KTLK Forum ban gaya subke Jine ka salokha (Friendly)
KTLK Forum ki katha nirali ' Ashni premiyo ki toli matwali
Har prant ke, har bhasa ke vividhata purna diwane
indra dhanush ke rango se pare - gun kya gaoo mai unke bhale?
Neelambar main basi Neelima - shweta vasan dharini
Sukumar Tanu, prafullit Mudra ,sajaakar Kar-tal par Heena
ched rahi pyaar ki Veena
Kritika nakshatra tale, Anjali main bhare Flori tatha Rajanigandha
Arpit kar jan-man me Divya gyaan ki akhand Deepa (All Deepas and Deepalis)
Anjani (Hanuman ki Ma) ka roop voh Sukirti, Suviveka
Bhavika banake Mithalee , bahaye dosti ki Ganga
Swati (Nakshatra) si chamakti Sujata (origin from Good family) - Mahadeba ki Aparna,
Vidyabyas me parangat Alka (Inteligent in Polish Language)
Indu (moon) ki aabha me doob Shubhangi ( one with beautiful body) Aarti kare Harshit (Harshal) Trupta(i) (Satisfied)
Anu (Atom) si Sukshma, Aru (meticulous and dedicated) si samarpit Sumi (Friendly)
gaaye Koyal ki boli
Kaks, Ana, Aazeen, Pansy, Shee, Ariya, Sarah aur Shirley- ekatrit kiye Sakhiyo ki toli
Saath saath Bawa, Dev aur kitno ke sang khele mitrata ki vaividyapurna holi
Prem ki Jyoti uthaye Bahati akhand Vidisha (River)
Gharo gharo me dilo dilo pe raaj karte Krisha
Madhu Nisha (On this sweet night) ko leen (Dedication) hoke Leena (politeness)
pranati (prayer) karati Ish(God) charan me
Bhar de zoli pradnyavati (Hum Sab intellectuals) ki,
Taki kabhi na ho hame
Pradya (Wisdom), prama (Knowledge of truth), pranaya ( Leadership),prashanti (Peace and tranquillity) tatha pravina (Skill) ki kami...