Originally posted by: Aazeen02
Sharam karo Aazuu! Teen bache!😲 yeh hum do hamara ek ka zamaana hain😆 Acha vo bhi nahi toh hum do hamare do😛...no teen bache aur teen bache paida karke kya karogi???😛 Sab ke sab tumhaare sar par naachenge aur 4th bacha jo sabse bada shaitaan hoga tumhara pati😆 vo un teeno ke saath milkar tumhe football banakar khelenge🤣 🤣