Tohre liye humra dhadke jiya

Chuke mujhe tune jab yeh kaha
Rab se yeh maine hai vaada kiya
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Haaye raam kasam jeete jee mar jaate

Tum joh na hote hum kyun duniya mein aate
Ha sang teri preet lagi

Haan maine bhi yeh rab se vaada kiya haye..
Sanson ne bandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya









Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Chuke mujhe tune jab yeh kaha
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai'vaada kiya


