Ans-Pyaar ek madhyam ke bina sambhav nahi hai...KTLK ka pyaar aam ghise pite pyaar se alag hai...Isme Man 'naino' ki bhasa samajhta hai bakhubi...par 'Naino ko ghumanewali' ko hamesha pyaar me shamil rakhta hai...Do insaan akele akele pyaar karein ye sayad KTLK ke pyaar ke liye ajeeb hota..isliye humne Madhyam wala pyaar enjoy kiya...
Pyaar karne walo ka pyaar kabhi kabhi Amar' ko madhyam banata hai..aur 'khusi' khud b khud khinchi chali aati hai...
khusi ke aane se bahuton ke ghnghraale baal kam huye hain..sab ne baalon ko itna nocha hai ki Hair fall repair walo ke product ki sale badh gayi hai...
Itne saare pyaar ke roop dekhne ke baad hum main mudde par aate hai..KTLK age gap pyaar ko darshata hai..iss ko behtar samjhane ke liye...
Do naye character aaye hai..Dr Dubey and Dr Aditi...
Dr Dubey ki umr 62 yeras hai...Hum asha karte hai..Dubey and nidhi ko aapas mein pyaar hoga aur Jyada Age gap issue saamne aayega..bas 18 yrs se kya hota h...37 yrs ka age gap wow..KTLK ka pyaar...
Thik wese hi Aditi and Ashu ke beech love hoga wo bhi 21-22saal ki hogi to...unke beech bhi minimum 20 yrs age gap hai..
Aisa hoga abhi KTLK ka pyaar..Gol gol...
Maine kya likha mujhe pata nahi...
Isse boloon kya Bakwas post...😕.