Sahi baat hain, sujata.. Par kya kare kuch logon ko yeh baat abhi tak samajh mein aayi hain.. unhe hawa basha pasand thi aur hume pyaar ki basha pasand hain..
Ab jo horaha hai, sahi maine mei yehi nainon ki basha bhi hai,...aur pyaar ki basha bhi...toh Mogambo khush hua 😆