**************
Dev was hurrying to his cabin in the morning. While passing he noticed that Tina was fully indulged in reading a book.
He settled in his cabin and called Tina to check that days important meeting.
Tina entered the cabin and wished him, "good morning sir ".
"Good morning...aaj ki meeting ke liye sab ready hei naa...I want everything to be best ".
"I know sir. Saare preparations ho chuka hei...buss aapka hi wait kar rahi thi...aap late kyun hue? "
"Woh... traffic thaa bahut.. isliye...I hope I'm not that late "
"no sir... its oke... waise iss bahane muje thoda free tym bhi mil gaya... ".Tina smiled and joked.
"Haa haan meine dekha aate hue... kaise doobi thi uss book ke andhar...but acha hei tum muje saare management techniques bata dena... ".
Tina looked at him puzzled.
"Kaunse management techniques sir? Mei koi management ki book nehi pad rahi thi... novel pad rahi thi..."
"Haan...woh kya naam tha... 50 shades of grey pad rahi thi naa? Meine kuch din pehle bhi notice kiya thaa tume padte hue "
"Yaa sir... that one itself. Aapne bhi pada hei kya?"
"Nehi... mere paas tym kaha hei ye sab padne ke liye... tum ek kaam karo poora padne ke bhaadh naa muje saare tips dho!! "
Tina was startled at her boss's words. "Sirrr... aap ye kya bol rahe hei!! Mei kuch samji nehi ".
"Iss mei samajne waali konse bhaath hei... tumhe pata hei naa mei colours mei kitni week hu... uss book mei theme management ke details honge naa...muje sab bata dena..mere paas tym hota toh i definitely would have read it "
Tina started giggling hearing devs innocent words.
"Kya hua? Hass kyun rahi ho? ".Dev got confused.
"Sirr... woh book theme management ka nehi hei.. " Tina controlled her laughter and blurted out.
"Toh kis baare mei hei?.. aur Miss bose ne bhi uss dhin yehi bola tha... par muje laga woh mazak kar rahi hei...abh yakin hua ki woh sach keh rahi thi ".
"miss bose ne kya kaha tha..? ". Tina asked with mischief in her eyes.
"Wahi jo tumne abhi bola... woh book theme management ka nehi hei.. aur bahut hass rahi thi .But seriously, aisa kya hei uss book mei ki tum dhono itna hass rahi hei ".Tina smiled again at his words.
"Aap khudh hi padke dekh lijiye..nehi toh Dr bose se hi pooch lijiye ". Tina smiled confidentally.
"Ye ladkiyan sab ek jaise hei... kabhi direct answers nehi dhe sakte. Tum muje woh book lakar dhena padne ke bhaadh ".
"OK sir...yehi behthar hoga. " Tina controlled her giggle and left his cabin.
*******************
Likes /comments are appreciated 😃
Love,
Aish