Bajaj reaches sneha's room. Bajaj:- sneha beta kahan thi tum poora ghaar main tumha dhoondta phir raha tha aur tum yahan ho. Tum na ajj mujhe fone kyou nahiin kiya tum jaanti ho na ka jab tak tum mujhe fone nahiin karti main khana nahiin khata. Achaa ab challoo mujhe boohat zoor sa bhook lagi hai mera pait main chooha kuud rahe hain. He says come on. He hold her by her hand but she pushes his hand away badly. And says PAPA! App janta hain na ka pp mera papa nahiin hain. Itna saal app na meri parwerish ki mujhe pala yeh sab app na apna farz ada karna ka liya kiya. Bajaj gest shocked and stands with his amazing look with hands in pocket and starts crying badly and says:- farz ada kiya maine farz… Sneha beta jaanti ho jab tum chooti thi tu raat ko tumha neend nahiin atti thi tu main raat raat bhaar jaag kar tumha Solana ki koshish karta tha. Jab tumha choot lagti thi tu dard mujhe hota hai yeh is liya nahiin kyounki main apna farz nibha raha tha is liya kyunki tumhara har takleef har dard ko main mahsoos karta tha. Jab tum ghaar late aati thi tu main darwaaza par khara rah kar ghantoo tumhara intezaar karta tha yeh is liya nahiin kyunki main apna farz nibha raha tha balkaa is liya kyunki us waqat ik pita ko apni beti ki fiqar ho rahi thi. Sneha beta jab tumhara exams hota tha aur tum raat bhaar jaagti thi tu mujhe nahiin yaad ka koi bhi aisi raat ho jab main sooya hoon har 2 ghanta baad tumhara liya coffee lata tha yeh is liya nahiin kyunki main apna farz nibha raha tha balkaa is liya kyunki jab ik beti jaag rahi ho tu ik baap ko neend kaisa aa sakti hai. Then sneha stand up. Bajaj looks at her and says sneha beta beeshak tumhara ragoon main mera khoon na dor raha ho beeshak tumhara yeh aankhen tumhara yeh chehra mujh par na gaya ho lekin tumhara haasi meri hai tumhara aankhoon main jo chamak hai wo meri hai(his voice sounds soooo sweet at this moment coz he was crying) tumhara sharir main jo aatma hai wo meri hai. Tumne jo bhi sapna dekha maine hamesha yeh chaha ka tumhara outhna sa phela main wo sapna poora kar doon. Then he starts crying sneha says sorry and a long lecture…… then bajaj says your more than kasak sneha your before than kasak. They both hug each other tightly bajaj starts crying(SHIT!) and then she says ___ rice ka saath boohat achaa lage gaein. Bajaj is confusd and asks___(sorry don't know what he said) rice ka saath achaa lagta hain. Sneha:- app ko bhook lagi thi na papa bajaj:- haan bhook tu boohat zoroon ki laggi hai sneha:- tu phir chalein bajaj:- chaloo…… agaa anurah and his lectures bla blah blah