Originally posted by: Funk'n Desi
hai hai..yeh kya ho reha hai bhai..debo ne kaisa jadoo daldia hai tum sub pe!!!!
jenny...very dissapointed!!!!!!!!!
miss nautanki and prem.... 🤢 🤢
haila...kya hoga tera!!!!!!!!!!!!!!!!
dekho , bohot sidhi si baat hain, debo aur prem ek hi tarah hain to woh log ka chacter bhi ek hain n their jodi rockz yaar, infact i wnated to dedicate a song to them:
here it is:
Sathiya ye tune kya kiya… beliya ye tune kya kiya..
Maine kiya tera intezar ….itna karo na muje pyar…(2)
Sathiya ye tune kya kaha… beliya ye tune kya kaha…..
U na kabhi karma intezar….maine kiya hai tumse pyar….(2)
Itni mohababt saha na sakunga..
Sach mani zinda raha na sakunga..
Tujko samloo ye mera zimma
Main hu to kya hai jane tamanna…
Ab jeena marana mera janam tere hath hai..
Maine kaha na sanam …..ab tu mere sath hai..
To phir samhal..le me chala ..
Jana kaha ..aa dil me aa…
Dil ke chaman ka hasna to dekha…
Jagi nazar ka sapna to dekha..
Ese bane hum ek jaan ek dil tu hai ke main hu
Kahena ho mushkil..
Chota basanti hai tu ..tan hai gulabi mera..
Do rang milen ke baad hote nahi hai juda..
To phir samhal..le me chala ..
Jana kaha ..aa dil me aa…
La..lla..la…sathiya ye tune kya kiya… beliya ye tune kya kaha…