Gabbar Singh ne kahaa tha..."Yeh Haath humka dede thakur!"
Aur Gauri ke dil ne kaha aaj...." Yeh haath uthaa Gauri, aur Maar!!"😆
Saath nahin...
Haath maanga tha....
Apne iraadon ke liye...
Par , aye bande...
Tu maange aur hum na de..
Aise Kathor hum nahi...
Tune haath maanga,
Humne diya..
Tujhe bachaane
Par tune tho, use ..
Apna haath diya..
Use uthaane...
Uthaathe Utaaathe
Gir pade tu..
Yahin to hum chaahe...
Aur phir chala aye tu..
Maangne.. Humse...
Is baar uska saath ...
Hamesha nibhaane....
-Sareeta
😆 😆 😆 😆 😆
- Bhagwaan ji soch rahe hai, shiv ko dekhkar...