Can someone tell me were can I listen to this song
andekhi anjaani kya yeh mohabbat hai
jo tum nahin paas to saath ho kiase
tere bina aur kuch baat ho kiase
ho shaam ya ho savera
har waqt hai waqt tera
meri khani mein
har lavz tera hai
karna yeh izhaar hai
kaisa yeh pyar hai (x4)
thandi hawayein hain
jaado ka mausum hai
har shaakh ujli hai
har dhund roshan hai
kaisa gazad ka sama hai
aise mein dil sochta hai
shayad kisi pal mein
apni mohabbat ka
hone ko deedar hai
kaisa ye pyar hai (x4)
or download it😕
please help me
thanx