guys yeh kya...kisi ne bhi abhi thak airport scene par discussion nahii shuru kiya...😭
chaliye koi baat nahii main kis liye hoon yahaan...😊
well 3rd jan utsav episode ka kya kehna... sujal ka decision kashish ki soch...sujal kii tadap humaari tadap..sab humare dil ko choo gaye but kashish ki dil ko nahii... jab sujal airport mein baitkar kashish ke baare mein sochtha hai haan main bhi uske saath soch rahi thi😭😭😭
...the sad version of thoda sa pyaar playing in the background hayeeee that song was like a dream for me too 😍😍😍😍 actually mere dil ki tamanna,😳..sujal remembering his past happy moments with kashish😳😳😍😍😍😍..his pain is revealed through the tears me too was crying........aasuon ko rokhne ki koshish ki but ruk hi nahii rahe the😭 , joh uske aankhon se behthe hai... when i saw that scene i seriously felt very bad me too😭😭... my heart was squeezing in pain mine too😭...aise lag raha tha kii sujal ne dil pe pathar rakh liya ho maine bhi rakh diya tha😭😭😭, kyunke ab usse koi umeed nahii for things to get better..mujhe bhi nahii thi😭😭😭 issi liye haalat ke agge jhuk-kar usne apni harr ko sweekar kar liya hai..maine bhi sweekaar kar liya aur dil pe paththar, cement sab rakhke usse jaane ki permission de di 😭 then coming to the scene jahaan sujal ko lagtha hai kii kashish usse bula nahii hai.. mujeh bhi yahi laga n had thsi wide smile on face😃 phir sujal ka apne aap se kehna kii main jaantha hoon tum nahii aaogi kashish...me too said the same to mine n bhayya's dil ki its of no use😭 even then sujal ka mudh kar dekhna... this shows kii sujal ke dil mein ab bhi kashish ke aane kii aas hai..hoga naa yaar...aakhir tak hope naahiii chodna chahiye this was told by bhaiyya to me😳😛 sujal ke dil ko ab bhi kashish ka intezaar hai...yeh baat mere dil ko choo gayi..cho gayiii??? mere dil ko pata tha that he'll even come out from the doors of heaven if she just calls him Sujal😳. sujal kashish ko deewangi kii hadh thak chahtha hai..deewaangi deewangi deewangi hai...pyar deewaana hota hai mastaana hota hai.........harr khushi se harr gham se begaana hota hai.......😳 ab wahaan kashish ka aana... sujal ka sochna kii it is his imagination......mujhe bhi laga meri imagination hai......ekta cannot give me n bhaiyya this hppiness😕.....& not stopping...kashish ke kehna "Sujal...Kya jaana zaroori hai Sujal.." hyee...yaar my heart was beating with rocket speed😭 & had this mixed reaction in my dil, dhadkan n mind😊....... kya baat hai..just too goodd...phir sujal,kashish ka ek doosre ko dekhna...balleee... ballee...ohhhhh aankon ki gustaakhiyaan maaf ho☺️☺️☺️☺️....but still i was in fear kahiin yeh sapna tho nahiii..........main tho gayi kaam se... un dono ke aankh mein pyaar is so much visible..though kashish wahaan kissi bhii reason se aayi ho phir bhii the actual reason is she could not let her pehla pyaar go leke pehla pehla pyer ooohhh..bharke aankhon mein ikraar....jaddo nagri se aayiii hai meri yeh jodi☺️it's true you can never let go your first love...and this is what is proved in sujal , kashish's relation..abhi kashish ke dil mein sujal ke liye bohat pyar hai aur uska sujal ko rokna aur baad mein uski aankhon mein aansoon is baat ko sabith karthe hain.....yaa zubaan jhoot bol sakti hai lekin aankhen nahiii.....& kashish ki aankhen had that pyar in them for sujal☺️.. their eyes expressed all the love the had for each other.. inki aankhein unke dil ka aayina hai... & i feel like singing...
"Aankhein bhii hothi hai dil kii zubaan..Bin bole kar dethi hai haalat yeh pal mein bayaaannn..."
okie now me signing of with this analysis...i'll be back with the discussion later...
love
Surya...😳
awsome surr
this was too good
could'nt resist from commenting on them😳