Ok Freinds . here is the latest news....
A letter to Bhaskar .....by someone .....no need to tell i guess 😆
aap sabne toofan la kar rakha hai ...bahut se aansoo bahaye gaye ..Don Gang khush ho raha tha ..😆😆😆 lekin andar ki baat kuch aur thi 😉. kuch din pahale Hamare commander ko ek pyara sa khat mila ...aur unke paon to zameen par hi nahi pad rahe they ..jahaan dekho bas woh yahi geet gunguna rahe they....
Aapka khat mila shukriya shukriya
aapne yaad mujhko kiya shukriya ...
Isi khushi ke alam mein woh apne bahut zaroori kam ko bhool hi gaye ...ab dekho na unhe apne senapati ki bhi yaad nahiin aayee ..khair aisa hota hai ...maaf kiya 😃
lekin unko zameen par to lana zaroori tha ...to woh kaam abhi zari hai .😆😆 Ab commander ne woh letter kisi ko dikhaya ...aur woh mujh tak aa gaya ...to ab main aapko woh letter batati hoon .Uske baad Don gang apni dongiri chod dega ...i m sure .😆😆 So the letter goes like this ...
Dear Bhole Bhandari
maine kai koshishein ki tumko batane ki ...😭 maine kai koshishein ki kisi ko samjhane ki ..😭.lekin woh samajhta hi nahiin . Isliye aaj maine socha ki kyuon na apne dil ki baat tumse share kar loon .
maine suna hai ki Forum par koi Don Gang hai jo forcefully meri shaadi Kisi ke saath 2 baar karwa chuka hai ...lekin tumhe to pata hai na ..sachchai kya hai ... mujhe us don gang se bachao . 😭 Don 1, Don 2 ,Don 3 ,se mujhe bada khatra hai ... ...unko tum hi control kar sakte ho ..isliye please mujhe inse bachao .
mera to wahi haal ki ...
Jidhar dekhoon ....teri tasveer ....najar aati hai ...
ab kuch aur karne ko man hi nahiin karta isliye KTH bhi chod diya. Ab mera kya hoga Rama re ...tera kya hoga Rama re ...
anyways good luck to you .
Aur haan ...forum par bata dena ki tumhare liye woh sab hai na sisters tumhari ...... fir meri kya zaroorat ??
Tumhari ....