hawa(air) ko kis nai dekha hai . na maine dekha hai na tum nai dekha hai
lakin jabh bhi kaashish(aamna) kai bal (hairs) lahrate hai tabh tabh hawa chal rahe hote hai
jabh jabh kaashish(aamna) ka dupatta kahi atak jata hai aur use asa lagta hai jase sujal(rajeev) nai pakar liya ho tabhy tabh hawa ka ghuzar hota hai
aur barish
jabh baris hote hai tabh "Thora sa pyar huwa hai thora hai bake . thora sa pyaar huwa hai...........................................kuch nahin baki (coz rajeev is not playing role of sujal)
kasa laga