hey!
Sincce there isn't much going on in Kahiin to hoga and less scene of our sujal and kashish...i thought i share some shayri that i came across....
Bewafa sanam se to cigarette achi hai,
Bewafa sanam se to cigarette achi hai,
Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai
jise dil diya woh dilli chali gayi
jise pyar kiya woh italy chali gayi
dil ne kaha khud kushi(sucide) kar le Zalim
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ...
ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai??
humne pyaar kiya bade josh ke saath humne pyaar kiya bade jor ke saath par ab pyaar karange badi soch ke saath kyoki kal unhe dekha kisi aur ke saath
YuN tho Kisika Peecha NahiN karte
Darde Dil diya aur liyA nahin Karte
Ittefaq Ki baat hai ye HaMari Dosti VarnA
Itna Kimti SMS kisiko KiyA nahiN karte
Mujhe Is Baat Ka Gham Nahi Ke Badal Gaya Zamana,
Meri Zindagi To Sirf Tum Ho, Kahin Tum Na Badal Jana.
Personal Fav
Zillat ki zindagi hum jiya nahi karte
Kisi ka peecha hum kiya nahi karte
Agar hai mohbbat to kerle hum se…
Warna ye dil hum kisi ko yuin diya nahi karte…