Definitely these are some of the best dialogues.
Here are some more to add in the list -
1) Jab bachhe salah lene ki bajay faisle sunnane lage to samaj lena chahiye ki wo bade ho gaye
hain - Ragini
2) Destiny bhi koi cheez hoti hai yaar aur wo hamari marzi se do kadam aagey chalti hai - Karan
3) Zubaan se kam, apni ankhon se zyada bolta hai wo - Ashaben
4) Shaadi dubara ho sakti hai par pyaar...kabhi nahi - RK
5) Tum solution nikal nahi pate na isiliye todne ki nobat aa jati hai - Ragini
6) Main theek nahi hu kyunki wo theek nahi hai - Nachiket
7) Tum jaanti ho, main tumhe rote hue nahi dekh sakta - Nachiket
8) Hamare paas wo nazariya nahi hai jo Neil ke paas hai. Hum Ragini ko jaante the lekin Neil
use samajhta hai. Usne wo Ragini dekhi hai jis tak hum kabhi pahonch hi nahi paye - Dimpy
9) Mehmaan bankar aaye ho mehmaan ki tarah raho; khao, piyo aur jao - Ragini
10) Kaisa aadmai hai, bolta kam hai, katta zyada hai - Dr. Aman
And a special mention to the Beautiful and Meaningful Tagline of the show -
"Talaq Pati-Patni ka hota hai, Maa-Baap ka nahi." π