haan -ve to h hi..n wo ti mahan h kuch bhi kr skti h kaun pochne wala h.. 😆Originally posted by: designersaini
but jis tarah se usne indira ke thappad ko indicate kiya n apni dadi se usbaare mein baat ki joki i think nahi karni chahiye thi,usse pata chalta hai ki wo kitna -ve hai n end mein kya haal hone wa hai.
Waise ek baat to hai indira ka pariwaar agar koi murder bhi kar de to bhi indira unhe jail nahi bhejegi but agar rishi ka paiwaar aisa kuch karega to wo jail ke andar phir.