I think zara is indira sharma ,,,, B/c Zara ka husband hai uss ne indira ki humshakl Zara ko maara hoga or rishi ne apni BV samjh ke roya hoga uss ke Badd Zara ka husband kisi bhi baat par indira ko dhamkaya hoga ya yeh kaha hoga ka woh indu ko mare ga ya phir asia kaha hoga ka woh rishi ko mare ga may be woh iss liye indira Zara ka naam bata rahi hai ,,, What do u think Guys ...??
ha yaar, vo indira hi hai. Lekin vo bechari toh apni 8 saal pehle ki purani zindagi ko yaad i nahi kar paa rahi hai, toh shayad kuch aur hi reason hoga.