I am imagining this scenario (like how she spoke on her felicitaion ceremony):
When Sai is being publicly cornered by Gulabrao and gang, she notices V but before he comes to her rescue she takes the podium and starts responding to accusations one-by-one.
She prevents V with her eye talk from coming forward (as she did for JM), Virat is almost numb seeing his dream that Sai is right in front of him.
Gulabrao: iss ka koi parivar nahi
Sai: Hah mera koi parivar nahi, kyoke mera jo parivar tha, woh kisi ko bachane ke liye mara gaya. Aur uss ki wajah se mein choti umar mein anath hui, aur usi ne mujhe anath hune ka taana diya. Agar aaj thu mujhe aaj mere parivar na hone ka yaad dila raha hai toh, koi baath nahi. Tere wajah so toh woh mara nahi gaye na, aur uss ka taana maar raha hai, muhje kuch faraq nahi padhta.
Gulabrao: iss ka pati kaha hai
Sai: Mera pati ko mera hona na hone se koi matlab nahi hai. Unke paas unka pura parivaar hai aur unki bahut hi pyari cheeze bhi. Unko mere saath se ziyadha criminals ko saath dena zaroori tha, isi liye woh mere saath nahi hai
Virat is reflecting on his last argument with her, feeling sad ...
Gulabrao: iss bachi ka baap kaun hai
Sai: Tu sirf iss ke baap ka naam hi kyo jaanna chahta hai, iss ke ma ka naam kyo nahi poocha. Tu toh mere baare mein kich nahi jaanta na. Toh aisa bhi ho sokta hai ke mein isko god liya hai (so as to protect Savi taken away from her, Savi may not be their daughter). Itna sonchta hai thu, toh aise bhi sonch sakta hai na.
Gaaon walo hai na!
Mein aur mere aaba ka sapna tha ke mein doctor banu aur samaaj seva karu. Isi liye mein aspatal kholna chahti hu. Tere bhi khwab hai na ke dur dur se log aye, toh theek hai na tera mere sapna ek hai. Log ayenge, lekin ilaj ke liye, ayyashi ke liye nahi.
Gaaon walo kya kahte ho?
Virat has regained some of his composure, sinking in that his Sai is extremely angry with him about the reason she left home. He is waiting for her to make eye contact again to, read her, approach her, talk to her. Suddenly he feels a tug, Savi excitedly asking, "thank you polish uncle, you came to help my aai."
3