Lovely Banner..
Intresting part..
Geet ill hai aur maan ko apne dono gilrs ki care karna ma laga hai dono ko time de raha hai kisi ko akela nahi chodna.. Geet money ka liya apne health treatment ko ignore kar raha hai and maan sab samjhta hai.. Angel and maan moments are cute aur unka moments ko geet nihar rahi hai.. Maan labour work karta hai money ka liya and geet ya jane kar maan ko unha choad kar dm ka pass jane ko bolti hai and dono no aisa situation ma indirrectly apne dil ki baat boal dia hai kya importance hai ek dusra ka unka life ma..
Precap scary feel ho raha hai jaisa koi musibat aaraha hai isha proposal sa..
Waiting for next part..
155