YRKKH SM updates, BTS and Spoilers Thread #124
CID Episode 65 - 2 August
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 03 August 2025 EDT
Saiyaara Male lead is overrated!!!
ONE MONTH TIME 3.8
🎉 Book Talk Forum July 2025 Reading Challenge Winners👏
A joke called National award
CID Episode 66 - 3rd August
Asli Gunehgar
Maira’s classes
Anupamaa 03 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
The mockery of National Awards
Theme for September
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 04 Aug 2025 EDT
Who will win best new face female of 2025?
Member topic: What do you do on weekends?
Are you interested to watch War 2 in cinemas?10 days to go!
UPMA&ICECREAM 4.8
Thank u guys for such a good response for prologue. I got 51 likes on prologue. Here is the first part, enjoy reading it
PART 1
Dadi - appko reet ki choti behen GEET se shadi karni hogi.
Maan (shocked) - DADI YE AAP KYA KAH RAHI HAI.
All get shoched by dadi statement. Mr. handa is the one who came out of shock and said
Mr. handa - maaji ye aap kya kah rahe hai? Maan ki shadi geet se?
Dadi - mohinder main janti hu ki tum kya kahna chate ho par humne ye faisla soch samaj aap sabko bataya hai.
She went toward geet who is still in shock and put her hand on her head and said
Dadi - geet bete hum jante hai ki aapke mann mein bhut se sawal hoge aur hum unn sab ke jawab bhi aapko dege par abhi nai. Abhi hume tumare maa-papa se baat karni hai. Annie Vicky aap geet ko room mein le jayiye.
Geet along with Vicky and annie went from there and dadi turn to maan and said
Dadi - ha toh maan aap kya kah rahe the?
Maan - dadi main kaise kisi se shadi kar sakta hu main reet se pyar karta hu.
Dadi (sarcastically) - ha hum sabne dekha kitna pyar hai aapko jo do parivaro ki ijjat ke bare mein bhi nai socha aapne.
Maan - dadi main manta hu ki muje uss time kuch samaj nai aaya aur main who kar diya par aap jo mujje karne ko bol rahi hai woh bhi toh sahi nai hai.
Mr. handa - ha maaji mein ek beti ki wajah jo badnami hogi use bachane ke liye dusari beti ka sahara nai luga. Geet toh bachpan se apni jindgi ka faisla hamesa aapne aap liya hai.
Mrs. Handa - ye tekh kah rahe hai. Geet ki life ka sawaal hai aur hum aise koi jald baazi mein koi faisla nai le sakte. Who bechari abhi kuch deer phele hi toh Amritsar se aayi aura ate ye sab ho gaya.
Dadi - hum jante hai ki ye sab kisi ke liye aasan nai hoga par hum khud geet se baat karege.
Geet - iski koi jarurat nai hai, main ye shadi karugi.
All turn toward geet when she said that. Mrs. Handa came near geet and said
Mrs. Handa - geet beta tum par koi pressure nai hai ye faisla soch samajkar karna.
Geet - nai maa maine ye faisla soch kar hi liya hai. Agar meri ek ha se do parivaro ki ijjat samaj mein bani rahe toh ussme koi galat baat nai hai.
Dadi - thank u beta. Aap se mat sochiye ki aap ko balidaan de rahi hai. Hum khushi khushi aapka apne parivaar mein samil kar rahe hai.
Dadi (to maan) - maan aapko toh koi aitraaz toh nai hai ab.
Maan (reluctantly) - ji dadi jaise aap sab tekh samjo.
Dadi and other went to studyroom to discuss to plan what to do next leaving geet and maan alone in hall. Maan came near geet and said
Maan - geet tum ne faisla le toh liya hai par main tume batana chahta hu ki main kabhi reet ki jagah kisi ko nai de sakta aur hum ye shadi kaise(cut by geet)
Geet - main janti hu ki reet aapki jindgi mein kya mayine rakhti hai aur mera visvaas kijiye muje aapki jindgi mein koi dilchapi nai hai. Maine ye shadi maa-papa aur dadi ke liye ki hai. Bachpan se unhone hame pala hai aur aaj jab unke liye kuch karne ka mooka mila toh main picha kaise rahti.
Maan - geet tum ye mat sochna tum shadi kar rahi ho toh tumari life mein change aa jayege. Main tumare kisi decision mein kuch nai kahuga aur agar tume lage ki tum ye shadi nai nibhana chahti toh muje kah dena main tume iss riste se aazad kar duga.
Geet - main iss riste se jab alag ho jaugi jab reet wapis aa jayegi. Aap reet ke liye bane ho aur geet ko kisi dusare ki cheese par haq jatana acha nai lagta.
Maan - tume bhi yahi lagta hoga ki maine reet ko jane ke liye ha kahkar galti ki.
Geet - muje nai pata ki aapne sahi kiya ya nai. Ye aapka decision tha aur aapki life mein aap jo karna chate hai aap kar sakte hai main aapki life mein interfere nai karugi.
Here in study all are discussing how they are going to break this news to media and guest when they saw geet in place of reet. After lots of discussion all agree to Vicky idea and went toward hall.
Dadi ,maan, Vicky and annie went to mansion and geet went to her rooms. Mr.& mrs. Handa saw retiring figure of geet and mrs.handa said
Rano - mohinder aaj hume pata chala ki hamari geet badi ho gayi hai.
Mohinder - ha rano geet ne hum par ek ehsaan kiya hai aur hamari nazroo mein bhut badi ho gayi.
Rano - who waha par tekh toh rahegi na?
Mohinder - ha rano woh har situation mein brave rahi hai toh ab bhi who sab kuch sabhal legi. Ab chalo kal ka din hamare liye bhut bada hone wala hai.
Next day maan came with baraat to take his bride with him. Both are opposide poles which are going to tied together. Maan fill geet maang and and tied mangalsutra on her neck. Soon they are declared husband and wife.
Media and guest were surprised when Vicky announce name of maan and geet as mr. &mrs. Khurana. He said he wanted to surprise the world with his beautiful bhabhi, so both family kept this surprise as a secret. Media try to click photos of geet but not succeded bcoz of geet veil and party ended on a good note.
I know this part is boring but it is necessary for their future.Hope u all will like it and plz do comment.
chahat
Something About You Hi all Lovelies, I am starting to post a new wonderful story called 'Something About Love'. The credit for writing concept...
hey friends don't Worry this is not any new Story i just changed the name of story nothing more so relax and enjoy the story i just give third
Introduction this is simple love story... where u see maaneet cute nok zhok, ruthna manana, both love, breakup... geet doing job in Maan company
Introduction Small os or ss not decided yet... might be dependent on the response 🤔 I am not sure.
INTRODUCTION A new Short story on our favorite maaneet.
1.1k