What an episode...it was full of emotions...jazbat toh jaise beh rahe the...
first scene dekar hi mere raungthe khade ho gaye... geet apne i mean maan k room mein wo letter rakhne jaathi hai but b4 she enters usse ek flashback sequence yaad aata hai
maan geet se puch raha hai k geet mere kapde kaha hai main late ho raha hoon... geet ki chehre ki muskaan dekhne laayak thi magar ussi waqt sachhai ka aaina uske saamne aa jata hai...n ek pal mein hi woh khushi dukh mein badal jaathi hai
this transition of emotion was very well portrayed by DD..hats off👏👏👏
Geet leaves the letter and goes away
darwaze k paas aakar usse ek baar phir apne ghruh prawesh ki baat yaad aati hai...jaha par maan ne uske pairo k nishaan liye the...this scene brought tears in my eyes😭😭😭 n on top of that the dialogue that the cvs used" Geet main ye toh nahi jaanta k insaan ko ek se zyada janam milthe hai ya nahi aur agar milthe hai toh main apni har zindagi tumare saath bitana chahunga"😭😭😭😭😭 omg ye dialogue sunkar mere aasuoko control karnki koshish puri tarah se naakamiyaab ho gayi
geet uss floor ko touch karke apne maathe par lagakar chali jaathi hai
maan comes n he is not ready to believe that geet is his wife dadima , adi n lucky try to explain him everything...but all in vain
nano aakar kehti hai k geet ghar chodkar chali gayi..dadima gets an attack
doc kehte hain k geet should b here with dadi
maan in his room...fighting with himself...tryingto think k why doesn't he remember anything...ussi waqt geet bus adde par baithkar maan ko yaad kar rahi thi
omg the scenes that the cvs used to show this flashback sequence was marvellous👏👏👏 n on top of that they showed another couple n geet was trying to recollect all the sweet memories with maan..once again made me cry
geet maan ka naam lethi hai...maan ko bhi aisa laghta hai jaise kisi ne usse bulaya ho...loved this dil ka connection😳😳😳
maan ki nazar uss letter par padthi hai...
wow what a letter geet ne apni baat kitne gherahi se likh di but the last words...geet jo humesha se aapki thi aur marthe dum tak bhi aap hi ki rahegi👏👏👏👏👏
These words did have an impact on maan yes uski aakhon se pata chal raha tha...
dadi ki haalat dekhkar maan geet ko dhundne nikal padtha hai...conductor kehta hai k hoshyaarpur jaane ki bus ready hai sab log andar aa jaayiye
geet gets up ...ussi waqt uska dupatta koi pakad letha hai...the only face that comes in front of her eyes is Maan...kitne bharose k saath wo peeche mudkar dekthi hai...magar😭😭😭... iss baar uska maan nahi tha balki uska duppata atak gaya tha ek chair mein...
with a heavy heart geet enters the bus...but she feels that maan is somewhere near...n she is right ...maan ek dusare bus mein geet ko dhund raha hai...n iss bar maan geet ko dil se pukartha hai...geet ko bhi maan ki aawaz sunai padthi hai
geet is sitting in the bus n maan is standing out
I personally feel there was a telepathic connection throughout the episode...maan filhaal apne dimaag ki sun raha hai magar aaj bhi uska dil geet k liye dhadaktha hai...
besides maneet Adi sir was too good...the way he told k hosiyaarpur k liye bus har aadhe ghante mein nikalthi hai...that was actually a challenge to maan k ho sakhe to apni zindagi ko apne se dur jaane se rokh lo
well precap naintara is back n this time dev has decided taht he will face naintara
Today's inanimate object
letter: it definetly had some impact on maan
The chair n duppata: they were trying to stop geet from going
Bus: yes maan will find geet very soon
But overall loved the dil ka connection...
i wonder ye saare scenes pehle bhi kisi na kisi tarah ho chuke hai par maan ko kuch bhi yaad nahi aa raha...Naintara hi maneet ko milayegi yes...
Guys mahaepi is on 20th so what do u think iss baar k mahepi mein kya hoga?
Ok well sabki taaref kar di but I want to thank Maan Singh the director of geet sir jabse aap laute ho aapki personal touch clearly har epi mein nazar aa rahi hai
love u GURTI N MANEET
GHSP ROCKS
464