@ thankgod for rational folks!!! i feel much better now after all the precap explanations, otherwise Maan's expressions at the end killed me. i can't see either one of them cry. and that made me pretty damn sad!!!
Geet rocked today! the confrontation the understanding and the reach to console him. her determination that i will not let you die ghut ghut ke wali line... she is smart, sassy, and spunky to say the least!!!
Maan rocked today for other reasons - for his tears and pain, for his forthrightness. have you ever seen a male protagonist who despite knowing(Maan might feel that way right now) that the girl might not be his still goes on to proclaim him depth of feelings for her To HER. Nothing is hidden - he wears his heart on his sleeve as far as geet is concerned.
DD and GC i ā¤ļø you both.
Loved the episode. fwded through dev and raima BS. seriously inn donon ko koi laiii kai jai reyyyyyyyyyyy. what retardedness and if these idiots even dream or think about phatkofying close to the potential hug tomorrow - they will be receiving a flying jooti from me.
copy pasting my favourite gazal for everyone - i think it goes well on Geet doesn't it.
Mere Khuda! main zindagi ke azab likhoon ya Khawab likhoon
Ye mera chehra, yeh meri aankhaiN
Bujhey hoey haiN chiragh jaisey
Jo phir se jalney ke muntazir haiN
Voh chaand chehra, sitara aankhain
Voh meherbaaN, saaya_dar zulfain
JinhooN nay paimaaN kiye thai mujh se
RifaqatooN ke, mohabbatooN ke
Kaha tha mujh se ke aaey musafir, raah-e-vafa ke
JahaN bhi jaey ga hum bhi jaingaiN saath tere
BanaigaiN ratooN maiN chandni hum
To din main saeey bakhair daiN gaiN
Voh chaand chehra, sitara aankhaiN
Voh meherbaaN saaya_dar zulfaiN
Voh apney paimaaN rifaqatooN ke, mohabbatooN ke
Shikast maan gaey haiN
Na-janey abb kis kis reh_guzar ka minarah-e-rooshni hoey haiN
Magar musafir ko kia Khabar hai ?
Voh chaand chehra to bujh gaya hai !
sitara aankhaiN to so gai hain!
voh zulfain bay_saya ho gai hain
voh rooshni aur voh saey meri ataA they
so meri rahooN maiN aaj bhi haiN
ke maiN musafir raah-e-vafa ka
voh chaand chehra, sitara aankhaiN
voh meherbaan saya_dar zulfaiN
hazaroon chehrey, hazarooN aankhein
hazarooN zulfoon ka ek sailaab-e-tund lay kar
mere tauqub maiN aa rahey haiN
her ik chehra hai chaand chehra
haiN saree aankhain sitara aankhain
tamam hain saya_dar zulfaiN
MaiN kisko chahooN
MaiN kisko poojooN
MaiN kis ke saaey main baith jaooN
bachooN ke toofaaN maiN doob jaoooN
ke mera chehra, na meri aankhaiN
Mere Khuda! maiN zindagi ke azab likhooN ya Khuvaab likhooN
254