Bhaiyon aur Behno aaj mujhe ye batae hue badi khushi ho rahi hai ki hamare is Sahitya Academy ko garv hai us vyakti par jis ne itni choti is umar me hi itni adbhut rachna 'Vasundhara' k madhyam se hum sab k dilo me ghar kar liya aur wahi hai ek jis ko is saal ka Saahitya Academy Award se sammanit kiya jayega, aap sab ko to pata hi hai us ka naam .Mai bulana chahoonga Rajni Devi ko jo is Saahitya Academy ki adhyaksh(President) hai aur hum sab ki badi didi bhi.Un k hi haathon se Mr. Sarthak Malhotra ko ye Award diya jaayega.
In huge round of applause a beautiful old lady enters on stage.She starts speaking
"Aaj mai bahut khush hoon is liye nahi ki mai aaj yahan itne saalon baad aai hoon dubara stage par, kyuonki pichle kuch saalon se mei tabiyat nahi theek rahti thi to mai kahi bhi kisi bhi programme me shareek (participate) karne nahi jaa paati thi.Ab jaa kar pehle ki tarah ab vo baat nahi rahi ,buapaa aa gaya hai. Aaj hum ek aise talent ko samaanit karne jaa rahe hain jis tarah k log aaj kal kam hi milte hain.Taaliyon se swaagat kijiye Mr. Saarthak Malhotra ka."
A handsome boy appears on stage.Aisa ladka jo aaj kal k ladko jaisa hote hue bhi un se alag hai,itna alag ki emotions aue sentiments jitney jyaada us me hain utne aaj ki practical life me shaayad hi logon k paas hote hain.Kisi cheej ki kami nahi hai us ko ,karondpati baap ka beta hai England se M.B.A. kar k bhi aaya hai,par vo kehte hai na ki Jis ki Kismat me jo Hota Hai us ko wahi milta hai; wahi us k saath bhi hua us k andar ek writer bachpan se hi tha jo sahi time par bilkul metchur ho gaya aur sab k saamne aa gaya.
Dekhne me vo kisi film k hero jaisa hai,kahin se bhagwaan ne koi kami nahi de hai us ko,yahi ek reason hai ki ladkiyaan us ki itni deewani hai.Par aisa hi nahi hai ki keval us k looks ki wajah se hi ladkiyaan us ki deewani thi us me kaafi kuch aisa bhi tha jo us ko baaki ladkon se alag karta tha,khair is baar k Saahitya Academy Awards distribution Function me pehle se jyaada bheed hue the kyounki is baar Saarthak ko Award milna tha.Kuch log aisa sochte the:-
"Agar aaj ye yahan na aata Award receive karne to mai kabhi is Award function me nahi aati,bus is ko ek baar dekhne k liye hi mai aaj yahan aayi hoon."A gal said.
"Haan yaar mai bhi to". Her friend said.
Wahi kuch aisa bhi sochne waale the wahan:-
"Huuuuuuuuhhhhhhhh( sada sa muh bana kar ),aaj kal ka ladka pata hai kya likta hai bilkul bekaar aur us par is ko Award mil raha hai". A man said.
"Hum ne is se accha likha hai kai baar par hum ko to nahi mila Award".
"Milega bhi kyuon nahi bhai tum ya mai to Aditaya Malhotra k bete hai nahi".
They didn't notice dat a pair of eyes gazed them wen they said dat.
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
Kahin door kisi kone me:-
There was a big naughty smile on the face of a sweet gal wen she saw her brother winning dat Award.Only she knew wat does it mean for her brother.Her father is always worried for her brother because he thinks who will take care of all this property after him. Saarthak was not much interested in his business. He can do it but he was a little interested towards it.The gal really care of her two beloved ppl. one is her bro n second is his paa.
This gal does not know dat her life is going 2 change wen she will come back India. Than there will b three importanat ppl in her life.She is Mauli Malhotra
darling of Saarthak n his dad.
------------------------------------------------------------ --------------------------------------
Back in India:-
Rajni Devi hands over the Award to Saarthak n he receives it with g8 delight.
"Ab mai Mr. Saarthak se nivedan (request) karoonga ki kuch kahe." announcers says.
Saathak moves ahead,in first time in his life he was feeling nervous..Phir bhi he starts
"Ladies n Gentelman ye mera ab tak ki life ka sab se bada Award hai so I am speechless .Mai kaise bataoo aap sab ko ki aaj mujhe kaisa lag raha hai.I am speechless. Bus I want 2 thank Academy n Jury 4 dat.n two most important ppl of my life,my sis Mauli who's in London this time n second id my dearest frnd Vat-sal Mehra, C.E.O. of my dad's company.This is for u both.Thank u."
Someone says "Bus impression banae k liye bolta hai my dad's company.Huhhhhhhh"
~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~
As soon as he come down from stage he switched on his cell phone he found twenty three miss call. Some were from his father but most of them were from his sis Mauli.His cell rang again n he picked up the phone.
"Kya bhai itni der se phone kar rahi hoon , aur aap ne phone off kar rakha hai ye bhi koi baat hue."
"Are sweety aisa kuch bhi nahi hai".
"Jao mai aap se baat nahi karoongi."
"Nahi baba mai jaanta tha ki tera phone aayega par subah se itne phone aa rahe the ki mai receive kar kar k thak gaya tha so I switched off my phone.Accha ab naraj mat ho accha baba sorry ok.,ab to maan jaa. Mujhe wish nahi karegi tu?"
Smiling widly she says"Congrats bhai aap par garv hai mujhe,bhagwaan aap jaisa bhai sab ko de".(with teary eyes)
"Accha ab rona band kar de,mai tujh se baad me baat karta hoon. Ok bye tc. Miss u n luv u."
"U too bhai, bye."
N he hungs the phone up. Jaise hi vo bahar nikalta hai ladkiyon ki bheed me ghir jaata hai. Autographs lene k liye bheed lag jaati hai, aur vo normaaly patiently sab ko autograph deta rehta hai. Sab ko autograph dene k baad us ki najar Rajni ji par padti hai jo wahan Mr. Kashyap(Organizer of Awards) se baat karti hoti hain.Vo wahan jaata hai.
"Hello mam"
"Are aap yahan".
"Aap ko busy dekha to socha ki kyoun na aap ki madad ki jaaye."
"Nahi mera sab kaam ho gaya hai, ab mai hotel tak jaa rahi hoon.Thodi der me Mumbai ki train hai."
"Kis Hotel me ruki hain aap?"
"Mai Murya Shereton me".
"Chaliye mai aap ko chod deta hoon."
"Nahi aap kyoun takleef karte hain mujhe mile hue hai gadi.".
"Are mere ghar k pehle hi padta hai ye Hotel. Chaliye na kam se kam aap se kuch gyan ki baaten hi sheekhonga."
"Accha chaliye."
Saarthak un ka samaan apni gadi me rakhwata hai aur un ko Hotel tak chodta hai. Raaste bhar vo un se un k expirence k bare me poochta rehta hai aur vo apni life ka saara conclusion us ko batatii hain.
"May I call u granny as ur grandsons n daughter call u." (With a g8 respect in his voice)
"Y not beta". Says smiling.
"Thanx".
268