Part three
Maharani Naina is in her room looking at the birds once again. She is crying over the ?episode that took place with her and Rajkumar Rajveer with this song playing in the ?background.?
Tum Bin Kya Hai Jeena Kya Hai Jeena
Tum Bin Kya Hai Jeena ?
Tum Bin Jiya Jaaye Kaise Kaise Jiya Jaaye Tum Bin ?
Sadiyon Si Lambi Hai Raaten Sadiyon Se Lambe Huv Din
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Phir Shaame Tanhaye Jaagi Phir Yaad Tum Aa Rahe Ho
Phir Jaan Nikal Ne Lagi Hai Phir Mujhko Tadpa Rahe Ho ?
Phir Mujhko Tadpa Rahe Ho ?
Is Dil Mein Yaadon Ke Mele Hai
Tum Bin Bahut Hum Akele Hai ?
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Kya Kya Na Soocha Tha Maine ?
Kya Kya Na Sapne Sajaye
Kya Kya Na Chaaha Tha Dil Ne
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Is Dil Se Toofan Guzarte Hai
Tum Bin To Jeete Na Marte Hai ?
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Tum Bin Jiya Jaaye Kaise Kaise Jiya Jaaye Tum Bin ?
Sadiyon Si Lambi Hai Raaten Sadiyon Se Lambe Huv Din
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Aaa Jao Laut Kar Tum Yeh Dil Keh Raha Hai ?
Servant enters
Servant: Maharani kee jai ho
(curtseys) gustakhi maaf per ek buree khabar hai. ?
Maharani Naina:(in between sobs) Kya tumhe lagta hai mujhe buree khabar sunee hai is ?waqt. ?
Servant: Maafi chahta hu per agar is baar bhi mene kavita me sunao to kya yeh kahabr ?theek rahegee? ?
Maharani Naina: Theek hai
(wipes her tears and sits down on her arm chair). Chaldi ?karo kyu ke mujhe or bhi rona hai. ?
? ?
Servant: Batameze panchi ne phirse kee baghawat
? Chore chaar ke ghar kee aabru or izzat ?
?   ; Tore dale saare darwaze or deewaar
?   ; Le chale sung Rajkumar Rajveer ko apne dwaar?
Maharani Naina: Kya bakwaas bakrahe ho? (
all mirrors smashed of her heart) aisa nahi ?hosakta. Hame akela chore do.
(it was like she had been absorbed into earth by an ?earthquake after hearing this terrible news.)?
Meanwhile Rajkumari Ritu and Rajkumar Rajveer stop in the forest and roam around in ?each other's arms. They spend time having races on the scooter and singing a romantic ?song by swinging from tree to tree ?
Rajkumar :Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon
Aakhir kyun pal yun diwaana main ho gaya
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2?
Jo hosh tha, woh toh gaya
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu, dil kho gaya
Tumhein jo maine socha, tumhein jo maine maana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya ?
Itni kyun, tum khubsoorat ho, ke sab ko hairat ho
Duniya mein sach-much hi rehti hai ?
Pariyon se bhi zyaada pyaari si ladki koyi
Haan itni kyun, bolo haseen tum ho, jo dekhein gum-sum ho
Dekho na main bhi hoon khoya sa ?
Behka sa mujhpe bhi chhaayi hai diwaangi
Tumhi ko maine puja, tumhi ko chaaha paana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu, dil kho gaya
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2?
Jo hosh tha, woh toh gaya ?
Rajkumari: Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon
Tumne jo dekha toh kya jaane kya ho gaya
Jaane kyun, rehti hoon khoyi si, jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hai saanson mein toofaan hai
Aankhon mein khwaabon ki hai chaandni
Aajaane kyun, behka sa ye mann hai, mehka sa ye tan hai
Chalti hoon itraake, ithlaake, sharmaake
Balkhaake jaise koyi raagini
Tumhein jo maine samjha, tumhein jo pehchaana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya ?
Rajkumar: Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh ho hoke beqaabu, dil kho gaya
Both: Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -4 ?
Rajkumar Rajveer: (once the song was over it was the amnesia attack again) Lagta hai ?ab hame jaana chaheeye (
jumping down from the tree and scratching his head) pata nahi ?kaha agaye hai or kyu…..?
? ?
Rajkumari Ritu: Aap ko yaad hai hum dono pyaar ke mare ek buree dyan se bachke ?nikle hai. Kahi maheeno se hum dono oske qaid me thai per aaj hum jaake chuthe hai. ?Chalye ab ham eek nahyee dunya basa nee hai
(holding her arms out to call him in)?
Rajkumar Rajveer:(poor guy believes her) hmmmmmm, per yeh jaga mehfooz nahi hai, ?aisa karta hai ke wapis Raj mahal chalte hai. Ek baat or jab hum aap ko dekhte hai
(goes ?closer to examine her from top and down) aap me hume aisee to koi baat nazar nahi aate ?jaise yeh lage ke hum dono ek dusre se mohabbat karte hai
(checks his watch)Baap re ?dekha waqt kya huwa, ab hume nikal na chaheeye. Goodluck with ur escape from the ?wicked witch.
(gives her a flying kiss and walks away)? Rajkumari Ritu: (furious) Kaha jaarahe hai aap? Itnee saaree mehnat kee aap ko akele ?lejaane me or aap mujhe yaha akela chore ke jaarahe hai. Mera ehsaan mane ke badle ?mujhe beizat karke jaarahai. MEN DON'T FALL OUT OF THE SKY YOU KNOW!?
A loud scream can be heard in the distance and it gets closer until something falls near ?Rajkumari Ritu's feet. It looks like a bundle of clothes bit wrecked and bit burnt.?
Rajkumari Ritu: yeh kya huwa??
Rajkumari Ritu bends down near the clothes and touches it. Then attempts to turn it ?around when falls back with a shriek. In front of her lies a peculiar man who tries to get ?up moaning and complaining ?
The man: Kya dekhrahee ho, kabhi kisee mard ko dekha nahi? (
pulls himself up on his ?feet dusting his clothes) ?
Rajkumari Ritu: Batameze insaan, pata hai kis se baat karahai ho, na shakal hai nahi ?dhung, pata nahi kis kisam ka bhoot hai. ?
The man: Hey Madam, me koi bhoot nahi hu, ek jeekta jaagta insaan hu
(stands up ?straight with his chest stuck out like a proud gentleman) agar apnee bhalai chahtee ho to ?phorun about turn leke chalee jao warna……?
Rajkumari Ritu: Khamosh! Tumhe iskee sazaa milegee. Tumhaaree himmat kaise huwee ?hamare saamne aane kee?
The Man: (
smirked) mujhe koi shoke nahi hai tum jaisee nakchareeyo ke saamne aane ?kee, me to khud marte marte bacha hu. Me araam se apna kaam karaha tha jab mere dost ?one zabardasti mujhe aisee machine me bethadiya jiskee wajese me urte urte yaha tak ?pohoch gaya. Or ab mujhe ek bhootnee ka saamna karna paraha hai.?
Rajkumari Ritu:(appalled) Tumharee yeh himaat. Abhi abhi mere guards ko bulake ?pakar waatee hu tumhe, batamezee karne ke jurm me. ?
The Man just walks away paying no attention to her because he doesn't know she is the ?Rajkumari and doesn't even care. To him she is nothing but an insolent fool who is too ?full of herself. ?
i hope u enjoy this part
Edited by arwa72 - 17 years ago
12