Sirf Tere Liye Kabeer & Ananya**completed**Last part on page 49 - Page 11

Created

Last reply

Replies

304

Views

48.5k

Users

25

Likes

398

Frequent Posters

rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

*** Sirf Tere Liye***

Part 8

ananya:-
oh oh oh...hmm..hmmm.hmm..la la la la la la...

(ananya closed her eyes and kabeer's smiling face appears before her eyes...and tear flows down to her cheek...)

ananya bina kisi ko bataye hall se nikal jati hai...amar use notice karta hai...aur uske peeche jata hai...ananya bas road par chal rahi hai...wo apne dil aur dimaag ki ladaai me busy thi ki...ki amar aakar uske soldier me hanth rakhta hai...ananya dar jati hai...

annaya:-tum...tum yahan kya kar rahe ho...

amar;- relax ananya...cool...yeh to mujhe tumse puchhna chahiye...itani achhi party aur dance aur apne boyfrnd ko chhod kar tum yahan kya kar rahi ho...

ananya:- just shut up...its none of ur business..aur main kabeer ko chhod kar yahan jo kuchh bhi...

amar;- hey...maine to kabeer ka naam hi nahi lia...(ananya is shocked) i know ananya...tum aur kabeer sirf frnds ho...ab dekho agar kabeer ke dil me tumhare lie kuchh hota to is waqt main nahi wo tumhare sath hota...koi bhala apni itani khubsurat GF ko chhod kar kisi aur ladki ke sath thode na jayega...i know tum dono ne mazak kiya tha ki tum dono sath ho...pyar to wahi kamyaab hota hai na...jo dotarfa ho...par kabeer ke lie to tum sirf uski dost ho...aakhir tum bhi to kabeer ko do saalon se dekh rahi ho...wo jaisa tumahre sath hai...har ladki ke sath wo waisa hi hai...chalo achha...main chalta hu...waise kaho to ghar chhod du...

ananya:- no thanks...

amar left from there with wicked smile...aur ananya wapas party me gayi...wahan usne dekha ki kabeer kisi ladki ke sath busy tha...ananya kafi der tak kabeer ko dekhti rahi fir richa ko bata kar ghar chali aai...

party...

kabeer:- guys its late chalo chalte hai...

ronnie:- kabeer ananya kaha hai...

kabeer:- are hogi yahin kahin...

ronnie:- woh yahan nahi hai...wo ghar chali gayi hai...

kabeer:- par aise kaise chali gayi...usne bataya bhi nahi main use...

ronnie:- kya ha...tu to apne aap me hi busy rehta hai...tujhe dusro ki koi parwaah nahi hai na...

aalekh:- ronnie..chhod na..chalo guys...

kabeer:- ek minute...teri problem kya hai ronnie... ho kya gaya hai tum sab ko...ananya apni marzi se gayi...maine use nahi kaha jane ko...agar wo mujhe batati to main khud use chhod kar aata...par...

richa:- koi baat nahi kabeer...woh mujhe bata kar gayi hai...

kabeer:- to tune mujhe bataya kyun nahi richa...

ronnie:- tujhe jab dusro se fursat mile tab na...

kabeer:- dekh ronnie...

aalekh:- ab chalo...chal kabeer...chalo nupur...(to ronnie) tu richa ko chhod dena,,,,,

aalekh nupur aur kabeer ko lekar chala gaya...aur ronnie wahi khada kabeer ko dekh raha tha...

richa:- kya ho gaya tha tumhe ronnie...tum kabeer se...its ok ananya chali gayi toh...

ronnie:- tum loge kyun nahi samajhte yar...kabeer ko badalana hoga...wo aisa care less...

richa:- ronnie..kabeer humesha se aisa tha...tab to tumhe usse koi problem nahi hui,,,phir aaj kyun...

ronnie;- dost kehti ho na khud ko ananya ki...kabhi usko jaan kar dekhna...tumhe tumhara jawab mil jayega...chalo...(richa left with ronnie)...

kabeer's car...

aalekh was driving...

kabeer:- ab isme meri kya galti thi yar...faltu me sala...

aalekh:- chhod na yar...usne jayada pee li hogi...

kabeer:- party me sirf soft drinks thi...

aalekh:- ok yar just forget it...ok...

kabeer;- use jakar bol...pata nahi use ho kya raha hai...

nupur:- hey guys...plzz...richa hai na uske sath samjha degi...

aise hi do din guzar gaye...aalekh ne ronnie aur kabeer ki baat kara di...ab unke beech koi problem nahi thi... ananya richa aur nupur wapas college jate hai...kabeer aur ronnie ne KKN join kar lia hai...ronnie as a input editor...aur kabeer as a junior reporter...alekh apne music field me chala gaya...he is doning well...sab apni life me busy hai...par koi hai...jike din ka chain aur raaton ki neend udi hui hai...ha ananya...use pata hai ki wo kabeer se pyar karti hai...bahut pyar karne lagi hai...par us party ke baad sirf ek baar baat ki hai usne kabeer se...kyuki wo janti hai ki kabeer usse pyar nahi karta...wo bus us pal ke intezaar me hai ki sayad kisi din kabeer ko bhi usse pyar ho jaye...ananya ka badla hua behaviour nupur aur richa dono ne hi notice kiya... un dono ne hi ananya se puchha par ananya ne kuchh nahi kaha...aise hi inki zindagi guzarne lagi...

dair se hua...par pyar to hua re...
dair se hua...par pyar to hua re...
oh dilruba tune dil, le lia re...hooo...

(ananya usi road par khadi hai..jaha kabhi uska aur kabeer ka jhagda hua tha..icecream ko lekar aur godbole unhe pakad kar le gaya tha...lockup me)

dair se hua...par pyar to hua re...
oh dilruba tune dil, le lia re...hooo...

(ananya wahi ek bentch pe baith jati hai...uski aankhon se aanshun beh rahe hai)

kya hai muhabbat yeh...mujhko bataya...
in dhadkano ko.. dhadakna shikhaya...

(ananya apne kamre ke khidki me khadi hai...aur aasmaan ko dekh rahi hai)

hooo...bechainiyaan di... mere pyase din ko...
raaton ko tune... tadapana sikhayaa...

(ananya apne bed par leti hai...uske hanth me uski aur kabeer ki fresherparty ki pic hai...bas use apne seene se lagaye hai...aur karwate badal rahi hai...)

muskil bada...intezaar huaa re...
oh dilruba tune dil, le lia re...hooo...

(ananya wahi khadi hai...jaha last wo kabeer se mili thi...valentines patry hall...)

aankhon se neendein...churata nahin tha...
dard - e jigar ko, badhata nahi tha...

(ananya sone ki kosis kar rahi hai...par so nahi paa rahi thi...)

hoo...tanha akeli thi...yeh zindagaani...
koi khayaalon mein...aata nahi tha...

(wo uth kar apne window par chali jati hai...aur bas aasmaan ko dekhte hue hi apne pyar ko yaad kar rahi hai...)

yeh haal toh pehli baar hua re...
oh dilruba tune dil, le lia re...hooo

(ananya wahi baith jati hai...aur rone lagti hai...)

dair se hua...par pyar to hua re...
oh dilruba tune dil, le lia re...hooo
dair se hua...par pyar to hua re...
oh dilruba tune dil, le lia re...hooo...

(Ananya class me baithi hai...koi nahi hai wahan bas wo akele hi baithi hai...aur khali floor ko dekh rahi hai...)
movie:- hum aapke ho gaye- female version


nupur aur richa aate hai...

richa:- kya baat hai ananya...kya ho gaya hai tujhe...aaj u itani jaldi college kyun aa gayi...

ananya:- ha tune kuchh kaha...

nupur:- ananya kya baat hai...

ananya;- kuchh nahi yar...achha wo kal kabeer ki mumma ka phone aaya tha...ma ke pass karan bhaiya ki aur nandini di ki sadi ki date ke...

richa;- oh shit...usi ke liye hum aaye hai...tu yahan college me kya kar rahi hai...dekh yar nandini di ka humare siwa koi nahi hai...so ab se ek hufte tak sirf shadi ki taiyari...ab chal...

ananya..richa aur nupur nandini ki taraf se shadi ki taiyario me busy the...toh kabeer ronnie aur aalekh karan ke liye...

aise hi dekhte dekhte karan nandini ki shadi ka din bhi aa gaya...is beech kabeer ananya bahut bar mile...par ananya kabeer ko ignore karti thi...kabeer ko bura bhi laga par shadi me sab busy the...to kabeer ne bhi kuchh nahi kaha...

... ... ... ... ... ... ... ... ... ...
banno...re...banno meri chalo sasuraal ko...
akhinyon me paani de gayi...
duaa me gudh dhaani le gayi...

(karan nandini ke fere ho rahe hai...)

banno...re...banno meri chalo sasuraal ko...
akhinyon me paani de gayi...
duaa me gudh dhaani le gayi...

(kabeer bahut khushi se unpar ful barsha raha tha)

re kabeera maan jaa...
re fakeera u na jaa...
aaja tujhko pukare.. teri parchaaiyaan...
re kabeera maan jaa...
re fakeera u na jaa...
kaisa tu hai... nirmohi kaisa harjaiyaa...
re kabeera...re kabeera...
re fakeera... re fakeera...
re kabeera...re kabeera...

(ananya ki nazar jab se kabeer pe hi hai...ki achanak se kabeer ne ananya ko dekha...ananya ne apni nazare hata li...)

tooti chaar paai wahi...
thandi purwaai rasta dekhee...
dudho ki maali wahi...
mitti ki suraahi rasta dekhee...

(nandini ki vidaai ki taiyaari ho rahi hai...kabeer ananya ke pass ata hai aur puchhta hai ki use kya hua...ananya na me ishara karke chali jati hai...)

tooti chaar paai wahi...
thandi purwaai rasta dekhee...
hoo...dudho ki maali wahi...
mitti ki suraahi rasta dekhee...

(ananya bas nandini ko dekh rahi thi...jo nupur aur richa ke gale lag kar ro rahi thi...)

gudiyaa...re gudiyaa...tera gudda pardeshiyaa...
jodi aashmaani ho gayi...sagun pe...dekho shandmaani ho gayi...

(fir nandini ananya ke pass ati hai...aur ananya use gale lagati hai...)

gudiyaa...re gudiyaa...tera gudda pardeshiyaa...
jodi aashmaani ho gayi...sagun pe...dekho shandmaani ho gayi...

(Ananya ki nazar kabeer par thi..ananya roye ja rahi hai...sabko laga sayad nandini ke liye...par wajah to sirf ananya hi janti thi...)

re kabeera maan jaa...
re fakeera u na jaa...
aaja tujhko pukare.. teri parchaaiyaan...
re kabeera maan jaa...
re fakeera u na jaa...
kaisa tu hai... nirmohi kaisa harjaiyaa...

(nandini ki vidaai ho jati hai...sabhi chale jate hai...)

re kabeera...re kabeera...
re fakeera... re fakeera...
re kabeera...re kabeera...
re kabeera...re kabeera...

(ananya jane lagti hai ki koi uska hanth pakad kar rokta hai...ananya mud kar dekhti hai...to wo kabeer hota hai...)

movie:- yeh jawaani hai diwaani...

kabeer:- ananya...mujhe tumse baat karni hai...

ananya:- kabeer its very late yar...hum kisi aur din baat kare...main chalti hun bye ha...

kabeer:- par ananya...ananya ruko...(kabeer ananya ke pass jata hai aur uska hanth pakad kar use hotel ke tarrace pa le jata hai...)

ananya:- kya baat hai kabeer...

kabeer:- yahi to main puchhna chahta hu...kya baat hai ananya...y are u beahving like this...?

ananya;- maine kya kiya...

kabeer:- tumne kya kiya...ananya...humara college khatam hue 2 mahine ho gaye...aur tum hi mujhe batao..ki in do mahino me hum kitani baar mile hai...(ananya looks down)... 1 baar bhi nahi...ananya main tumse puchh raha hu...dekho ananya mujhe tumhara aisa behaviour achha nahi lagta...mujhe to wahi meri purani wali ananya chahiye...jo 24 ghante mujhse ladti thi...par yeh ananya toh koi aur hi hai...tumhe agar koi problem hai to mujhe batao main solve karunga..plzz ananya...

ananya:- sach me tum solve kar do ge...

kabeer:- ha ha bolo to...

ananya:- i m in love with some one...(kabeer ke hanth se ananya ka hanth chhut jata hai...)

kabeer:- kya...

ananya:- ha par uske liye main sirf uski dost hun... yeh pyar ek tarfa hai...main kya karun...kya tum mere liye use laa sakte ho...

kabeer:- kaun hai wo...

ananya:- ha koi... mera bahut achha dost...

kabeer:- oh...sameer right...(ananya smiles sadly...)

ananya:- use toh yeh bhi nahi pata...ki main usse pyar karti hun... ya kisi aur se...

kabeer:- toh tum use keh do na...are tum itani pyari ho...wo kabhi mana nahi karega...

ananya:- dar lagta hai kabeer...agar keh diya...to uski dosti bhi kho dungi...aur agar usne naa keh diya to toot jaungi...kya karu main...(smiles) yad hai kabeer jab tumne karan bhaiya aur nandini di ko milaya tha to tumne kaha tha ki tum cupid ho...(kabeer smiles)...toh tumhi mujhe rah dikhao main kya karu...

kabeer:- main...

ananya:- achha kabeer ek pal ke liye socho ki tum meri jagah ho...aur tumhe apne kisi dost se pyar hai...aur tumhe pata ho ki yeh pyar sirf ek tarfa hai...tab tum kya karte...

kabeer:- annaya...sach kahu to...i know its really tough... waise to main khud aisa hu par...jab sachha pyar hota hai na...to sab kuchh badal jata hai...aap badal jate ho ...aap apne pyar ke rang me rang jate ho...to main bas itna kahunga ki agar main tumhari jagah hota to main apne pyar ko waqt deta...uska intezaar karta...kyuki jitna mujhe pyar ke baare me pata hai...agar pyar sachha hai...ek na ek din aapka pyar saamne waale ko aapse pyar karne pe mazboor kar dega...aur fir log to apne sachhe pyar ka itezaar janm - janm karte hai...aur tum kuchh din intezaar nahi kar sakti...

ananya:- thanku kabeer...sahi kaha tumne ab sirf intezaar karna hai mujhe...aur mera dil kehta hai ki agar maine use sachhe dil se chaha hai to woh mujhe jarur milega...

kabeer:- yeh hui na baat...aur main bhagwaan se duaa karunga ki tumhe tumhara jarur mile...

ananya:- sach...kabeer tum khush ho mere is faysle se...

kabeer:- ofcrz m very happy... i know ananya...ki jab pyar ek tarfa hota hai toh bahut dard deta hai...aur jab yahi pyar do tarfa hota hai to sirf khusiyaan...aur dekhna waqt do...tumhe tumhara pyar jarur milega...aur main to tumhara frnd hu na...mere liye hi sahi...plzz apne aap ko udaas mat karo...tumhe nahi pata...main tumhe aise nahi dekh sakta...jaanti ho...itane din se kitna miss kiya maine tumhe...

ananya:- sach...

kabeer:- aur nahi to kya...ab kaam me busy tha...par bahut miss kiya tumhari harkato ko...ananya...tum hasti hui bahut achhi lagti ho...aisa hi raha karo...uske liye na sahi...mere liye...mere liye meri purani ananya lauta do...

ananya:- i m sorry kabeer mujhe nahi pata tha ki mere aise beahviour se tumhe itani takleef ho rahi hai...( she wipes her tears)...chalo aaj se main wahi purani ananya...tumse ladne waali...aaj se main wahi... Sirf Tere Liye... (kabeer hugs her...and she hugs him back...)

for ananya:-
tere liye...ha tere liye...
tereee liye...ha tere liye...
zindagi...gawan kar bhi... jo zindagi mile...
har khushi gawaan kar bhi...jo ek hasi mile...
toh maang lun... tereee liyee... tere liye...
tere liye...ha tere liye...
tereee liye...ha tere liye...


kabeer:- achha ab chal warna sab socheinge...ki koi tere ko lekar bhag gaya hai...

ananya:- chal...(both left...)

us din ke baad ananya ki life normal ho gayi thi...par sirf dusro ke liye...wo sabhi se pehle jaisa milne lagi...kabeer bhi bahut khush hai ananya ko aise dekh kar...waise yeh log ab roz nahi mil pate...weekend pe jarur milte hai...girls ka collge hota hai to boys ka kaam...kabeer apni news ki duniyaan me achha kar raha tha...wo toh pata nahi kaha kaha se news dhundh kar lata tha...sabhi khush the...aalekh ka composing bhi achha chal raha hai...aur sabhi ko pata chala ki nandini pregnant hai...is baat se sabhi bahut khush hai...aise hi dekhte dekhte...sabhi ka collge khatam ho gaya...jahan ek taraf ananya ne apne papa ka business join kiya hai...to wahi...richa ne kkn...to nupur marketing me hai...bcz sabhi ek college me jarur the,...par sabke interest alag - alag jagho par the... karan nandini ki shadi ko 1 saal ho gaya hai...aur ab kabhi bhi nandini ki delivery ho sakti hai...wo apni zindagi me bahut khush hai...wahi jahan tak baat hai naman ki toh college me kisi ko bhi kabeer ki kami mehsoos hone nahi deta hai...jaanvi naman ki best frnd hai...but wo bhi naman ki harkato se pareshaan rehti hai...kuchh din baad...nandini ne ek pyari si beti ko janm diya...jiska naam kabeer aur naman ne riya rakha hai...kabeer to office se aate hi riya ke sath lag jata hai...nandini kabeer ki dost uski bhabhi aur uski behen 3no hai...

waqt beet raha tha... par koi tha jo dil se khush nahi hai...kabeer...kisi ko nahi pata par jis din se kabeer ne ananya ke pyar ke baare me jana hai...wo bechain sa rehta hai...wo khud nahi samajh pa raha tha ki use hua kya hai...dusro ko pyar ka path padhane wala kabeer sharma...khud ki feelings se anzaan tha...usne ananya ko to keh diya ki wo intezaar kare par wo khush nahi hai...kyuki use aisa lagta hai ki ananya sameer ka intezaar kar rahi hai...par wo kuchh nahi kehta...kabeer me aaye is badlaab ko sirf do logo ne notice kiya...ek to ronnie aur dusri nandini...ab kabeer kisi se flirt nahi karta tha,...jab sab sath hote to khush rehta tha,...par kya sach me wo khush tha...nahi wo khush nahi tha...

aur ananya...wo to khush hai...kyuki kabeer khush hai...jis din se usne kabeer se wada kiya hai...wo sirf intezaar kar rahi hai...aur ab wo apne carrier me busy hai...naya office naye loge...inhi sab me ananya ka sara waqt guzar jata hai...par raton me jab ananya akeli hoti hai...tab uske sath sirf uska pyar hota hai,...us pyar se kiye gaye waade hote hai...

in short kabeer ke dil me feelings hai ananya ke liye..par wo maan nahi raha kyuki use lagta hai ki ananya kisi aur se pyar karti hai...aur ananya... use intezaar hai ki sayad kabhi kabeer use pyar karne lage...

par kya jaruri hai ki jo hum soch rahe ho wahi sach ho...kyun jab pyar dil se kiya jata hai to kyun log dimaag ka istemaal karte hai...kyun inkaar ke dar se ikraar nahi kar pate...kyun jab dosti ke beech mein pyar aata hai...to logon ko dar lagta hai...kyunnn...ha bas yeh kyun hi hai...in dono ki problem...aur sabse badi galti in dono ne hi ye ki jab inhe pyar hua...to inhone apne dosto ko us pyar ke baare me kuchh nahi bataya...jee rahe hai ek dusre ke liye...par yeh kya wakai jee rahe hai...

sharma mansion...night time...kareeb 12 baje...

kabeer office se aata hai...aur yunhi khidki ke pass khada ho jata hai...nandini aati hai...

nandini:- to mr senior reporter...kya hua...itana late ha...

kabeer:- yes bhabhi...wo thoda jyada kaam tha... riya kahan hai...

nandini:- kabeer tumne time dekha hai...12 baj gaye hai...to wo so rahi hai...yeh tumhare ghar aane ka time hai... par sabke sone ka...

kabeer:- bhabhi sorry wo...kal se time se aaunga...

nandini:-kabeer mujhe tujhse kuchh baat karni hai...

kabeer:- ha bhabhi...boliye na...

nandini;- yahan baith...(nandini kabeer ko bed pe bitha deti hai...)kabeer...tu theek to hai na...

kabeer;- ha bhabhi...mujhe kya hoga...i m absolutely fine...

nandini:- lagta to nahi hai...mujhe aisa kyun lag raha hai kabeer ki tu mujhse kuchh chhipa raha hai...dekh agar office ki baat hai to main kuchh nahi kahungi...par agar teri zindagi ki baat hai to mera haq hai...bata na kabeer kya baat hai...kahin kisi ladki ki...(kabeer looks at her with tears...)iska matalab ha...to tabhi tu badal gaya hai...kabeer tujhe... tujhe pyar ho gaya hai...

kabeer:- kya fark padta hai bhabhi...main usse pyar karta hun,...wo nahi...

nandini:- kya... kaun hai wo...plzz kabeer bata mujhe...

kabeer:- ananya...

nandini:- kya...ananya...yeh to bahut khushi ki baat hai kabeer...main abhi...

kabeer:- nahi bhabhi nahi...ananya kisi aur ko chahti hai...

nandini;- kya...nahi kabeer aise kaise ho sakta hai...are mere kabeer ko chhod kar koi...

kabeer:- us ladke ka naam sameer hai bhabhi... main usse mila hun...ananya ne mujhe bataya hai...infact usne mujhse rai mangi thi...usne mujhe bataya ki wo jise pyar karti hai wo use pyar nahi karta wo kya kare...to janti hai bhabhi...main us waqt apni feelings se anjaan tha...maine use uska intezaar karne ko kaha...aur ananya aaj bhi usi ladke se pyar karti hai...dekhiye na...maine anjaane me apne hi pyar ko...( kabeer hugs nandini and crying)..bhabhi main bahut bura hun bhabhi..hai na...par kya itna bura hun ki mujhe mera pyar kabhi nahi milega...

nandini:- nahi kabeer aisa nahi hai...are tu to bahut achha hai...aaj teri hi wajah se to main aur tere bhaiya ek hue hai...are jo loge dusro ka bhala chahte hai...bhagwaan unke sath bura nahi karte...ab chup...main ananya se baat karungi...

kabeer:- nahi bhabhi...apko meri kasam hai...aap kisi ko kuchh nahi kahengi...annaya ko to bilkul nahi... main chahta hun ki woh khush rahe...aur use uska pyar mil jayega to woh bahut khush rahegi...aap chinta mat karo main theek hu...

nandini:- kabeer ek baar to mujhe...

kabeer:- nahi bhabhi...plzz...ab aap jaao main theek hu...

nandini;-tu sahi nahi kar raha hai kabeer...kisi aur ke liye khud ki khushi...

kabeer:- wo koi aur nahi hai...wo mera pyar hai bhabhi,...(nandini left with tears..kabeer apni cupboard kholta ghai aur usme se valentines day ki ek pic nikalta hai...jisme kabeer aur ananya sath hai...)

jism paak aankhon me bhar lu...
saans-saans me shaamil kar lun...
is duniyaan me jaan gawaan...
tujhe us duniyaan me haasil kar lu...


(kabeer pic ko badi hi gaur se dekh raha tha...uski nazar sirf ananya ke chehre pe hai...)

tere liye...ha tere liye...
tereee liye...ha tere liye...

(kabeer bade hi pyar se ananya k face par apna hanth ferta hai...)

jismo jaan luta kar bhi...
jo ek hasi mile...
dil agar jala kar bhi...
jo raushni mile...

(kabeer ka ek aanshun ananya ke face par girta hai... )

to maang lun...tere liye...tere liye...
tere liye...tere liye...
tereee liye...ha tere liye...
tereee liye...ha tere liye...

(kabeer wo pic apne seene se laga leta hai...aur wahi baith jata hai...apna sir apne cupborad pe tikata hai...aur apni aankhein band kar leta hai...)

kashyap house...

ananya so rahi thi ki achanak se paseena paseena ho gayi...aur cheekh kar uthi...

ananya:- kabeerrr...


end of part 8
press like if u really liked it
do comment
love chandni

**********************************************************
**********************************************************
Edited by rkchandni - 9 years ago
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
thanku everyone for commenting on part 7...part 8 have been posted i have said that i will post on friday...but got time...so i ahve posted today it self...
jasminerahul thumbnail
Posted: 9 years ago
Karan Nandini duppatta scene was so romantic.Finally karan proposed n they will get married soon.Alekh Nupur ,ronnie richa r a couple.Kabir tried to make Ananya jealous as he is jealous to see her with sameer.Karan Singh grover as sameer.cool.Sameer makes ananya understand that she luvs n she shud confess her luv 2 kabir on valentine's day.Valentine's party was so beautiful with kaya dance on a nice song.
jasminerahul thumbnail
Posted: 9 years ago
Time passed.Still Kaya didnt confess.They all got job.Kabir stopped flirting.Ananya is sad.Ananya did'nt tell kabir whom she luvs.Loved his luv advise 4 her.but sad that he thinks her lover is sameer.Ananya changed to bubbly form again 2 make kabir happy.Karan nandini r married n have a daughter too.Nandini comes 2 know of Kabir's luv 2 ananya.but he doesnt let her talk 2 ananya as he thinks she doesnt luv him.such a big foolishness.Loved kabir nandini bonding.Its just like Prem bhabhi bonding in HAHK.Loved how u added d song tere liye in d right place matching d title of d ff.it was very touchy.


How r u able 2 update 3 FF together?How do u get so many ideas?As a writer plz share it
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: jasminerahul

Time passed.Still Kaya didnt confess.They all got job.Kabir stopped flirting.Ananya is sad.Ananya did'nt tell kabir whom she luvs.Loved his luv advise 4 her.but sad that he thinks her lover is sameer.Ananya changed to bubbly form again 2 make kabir happy.Karan nandini r married n have a daughter too.Nandini comes 2 know of Kabir's luv 2 ananya.but he doesnt let her talk 2 ananya as he thinks she doesnt luv him.such a big foolishness.Loved kabir nandini bonding.Its just like Prem bhabhi bonding in HAHK.Loved how u added d song tere liye in d right place matching d title of d ff.it was very touchy.


How r u able 2 update 3 FF together?How do u get so many ideas?As a writer plz share it


Thanku so much dear

So d question is how m I able to 3ff
So dear actually recently m free from my exam so I need to busy myself some where else I chose yo write on rajeev bcz I don't have any other work now a days I love to write n got busy my self

N question is how I get so many ideas so actually my all 3 ff r running on diff platform background of all the ff are diff so what comes in my mind or in my heart when I start writing I just put it down on my note pad
Nothing much just what's going on my mind I present it b4 u all

😆😊


rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
0913155 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Awesome superb update loved it plz continue soon thanks for pm😛
rinku95 thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Fabulous
Continue soon
Thank for pm
ambersaleem thumbnail
Explorer Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Uff toba kya chiz hain dono dono hi ek dusre se pyar krte hen or dono ko hi lgta hai k wo hum se pyar nhi krta had hai or kisi friend se share b nhi kya
Precap bara khatarnak hai cont soon
syndeyshine00 thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 9 years ago
Hey
Awesome part
Jaldi dono KO mila do
Continue soon

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: jasminerahul

7 months ago

Tere Ho Gaye Hain Hum(I have become Yours)Sameer Nandini ZaBir SS

Parth,Adnan and Ketaki version I dedicate this to my friend Sydell who wants the Parth,Adnan,Ketaki version of the movie Hum dil de chuke sanam...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

19 days ago

The Unending Dream OS [Completed]

In Every Birth, Find Me The night air in Mathura was thick with monsoon rains. In her small room lit only by a flickering diya, Radhika drifted...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

20 days ago

Moh-Maya ~ MayRa OS [Completed]

Whispers of Maya The glass towers of Delhi glittered under the cold moonlight, but inside the corner office of Ruan Publications, darkness...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

2 months ago

Pyaar Ya Rebound? ~ Rumya SS [Completed]

Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: desidillse

4 months ago

ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed} ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed}

[NOCOPY] P Y A A R. K A. N A G H M A. "Friends?" a little boy extended his hand towards a girl which she responded. They smiled and embraced...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".