Sry guys... kya karu Bdy tha na... Bro aaya tha... aur mera lappy lekar baitha tha...
Arjn nerouvsly seat on cahir ...he dn't knows that news i good or bad.. but one thing he knows that whaterever happens he never leave her alone...
"Mr Rawte?? "
" Oh Sry Dr... aapne call kiya tha ... " Arjun says in auditable voice with tension
Dr smiles at him...
" Mr Rawte maine case study kiya hai... aur aise cases mai patient theek ho sakte hai...aur vaise bhi paitent mai kafi posotive changes hai... Medicines to apna asar kar degi lekin ab hamari baari hai.. "
Arjun puzzled
" Mr Rawte... ab hame kuch karna hoga... aur kya karna chayie ye bhi hamne soch liya hai... dekhiye abhi tak shayhd ye baat Riya ki samaz bhi aayi hogi per usne ignore ki hogi...
" Kounsi baat Dr???? " Arjun suddenely ask
" Yahi ki vo choti nhi hai... matlab uski age ki bacche ki tarah uski body nhi hai... kuch alag hai... uski feelings bhi alag hi hogi... inssan ka dimmag kabhi kabhi use kuch galat karne per majbur karta hai , lekin uski feelings use hamesha vahi karne per majbur karti hai , jo vo chahtha hai ki ho... "
" Aap kehna kya chatha hai ?"
" Mr Rawte,,, jab ye accudent hua , aapki shadi hone wali thi... lekin ye sab hone ke baad bhi aapne shadi ki... aapka ye faisla ... mujhe garv hai aap per... lekin ab point ki baat kare to... Riya jis age mai jee rahi hai.. vo 8 se 9 saal ki hai right... ?
" Ys Dr.. "
Ab Riya ki real age kya hai?"
" Yahi koyi 24... "
" Hmm , is umr mai jyada tar ladkiya shadi kar chuki hoti hai , ya apne dreams , carres ko pursude karti hai... lekin mauture hoti hai... means jo feelings , jo mausimiyat 8 saal ke bacche mai hoti hai.. vo ek 24 saal ki ladki mai nhi hogi... vo mature hai... uske feelings alag honge... aur yahi feelings Riya mai bhi hai... shayd vo usenhi samaz paa rahi , ya dekh kar bhi nazar andaz kar rahi hai... aapko kuch ajeeb laga ... "
Arjun fall on thinks..
" Ok... ek baat bata dijiye kabhi Riya ne kuch adult ki tarah behave kiya hai?"
"Mai... vo... mai nhi samaza?" Arjun surrenders himself..
" Ok... let me help u... jelousy , pyar ... ya kisi aur gender ke prati uska attarctive hona? "
" Jelousy... ha... vo... mere liye possive hai... aur vaise ek baar mere Collgue ke saath bhi usne kuch ajjeb kiya tha , aur jab bhi hame mall mai gye the... to... " ( Arjun narrtes incidents to Dr.. )
"Aur kuch ?"
" Means Mai khulke puchta hue... aap kabhi uske saath... "
" nhi...vo mere close hai... per... matlab maine use kabhi force... ha sirf kiss kiya tha... aur vo bhi.. she wants it... " Arjun says
" Hmmm... " Dr rub his temples & thinks...
" Mr Rawte... mera shak sahi tha... "
" Kya shak???" Arjun ask
" Ha shak... Riya samaz rahi hai ki uski feling kuch aur hai aapke liye... vo aapko apne saah rakhna chathi hai... I m sry to ask you but kiss wale incident ke baad uski kya reaction thi... vo khush thi... ya phir... phir... ghussa tha dar gyi thi... "
" usne to sare duniya ko bata dena baki chaoda tha ki maine use kiss kiya , aur vo bhi use pasand aaya , aur use baar baar vahi karna hai... " Arjun tells rembering how Riya told everyone that Arjun kiss her...
Dr smile at him & hold his palm that rested on Table..
Arjun look at him..
" My boy... ab yahi key hogi hamare aage jane ki... "
" Ab hame Riya ko ye ehsaas dilna hai ki vo bacchi nhi hai... vo jis umr mai jee rahi hai , vo us umr ki nhi hai... vo kafi badi chuki hai... "
" Lekin kaise?"
" Mr Rawte... baar baar use roko toko... ki jo harkate , jo baate vo kar rahi hai.. vo bacche karti hai... use ye ehsaas dila do... ki vo... alag hai sab se... "
" Per Dr.. results... "
" Mr rawte... risk to lena hi hoga... per ha is baat ka dhyan rahe.. ki use baat karte time use jyada hurt mat hone do... use sirf ehsaas dilne ki koshish karo... "
" Hmmm. "
" Vaise Riya ki routine mai... oh ha ek din usne kaha tha ki uske dost hai?" Dr ask
" Ha vo building ke bacche ... unke saath thoda khleti hai... " Arjun causually says
"Band karo vo sab... "
" Per Dr.. "
" Ha Mr Rawte... ye jaruri hai... "
After discussion he leves Clinic woth tense heart... whole ide he only thinks how can he start , how can he handle her... but he rebers Dr words... "Risk to hame leni hi hogi... "
He sighs... " be positive Arjun... ye sab theek hoga... kya hoga.. use thoda shock lag jayega.. per tum uske saath ho... "
He reach his Home & park his SUV...
" Hi Arjun... "
Arjun turns to see Bunty... a child who abt 10 yrs old... but very smart boy... he always call Arjun by his name.. and also Riya's best frnd...
"Bunty... kuch baat karni hai... "
Bunty look at him...
" Only 10 minutes.. " Arjun says
" Theek hai.. vaise bhi mari fav Football match shuru hone wali hai.. per tumhare liye... its ok.. bolo.. " Bunty causally says
" Va... mere zamane mai mai bhi itna foward nhi tha... " Arjun thinks
" Arjun mujhe bhookh lagi hai Sadwitch doge?" Bunty ask..
" Sure.. "
Arjun take him outside & bring him food..
They talk 10 mins... & bunty is happy & give assuring smile to him...
PRECAP : Riya is crying...
Arjun observes some changes in Riya...
Ausha supports him , sameer against him...
Edited by M.V.Kohli007 - 10 years ago
63