Originally posted by: maaneet5
highlights of this part are
Maan :Uss diye ko dekh rahi ho Geet humara ristha bhi uss diye aur baati ki tarah hai jaise diya apni baati k bagair adhura hai thik waise hi Maan Geet k bagair adhoora hai toh phir tumne aisa kyun kaha k tumhari umr mujhe lag jaaye tumhare bagair main kya karunga Geet
Maan: Geet humari zindagi hum ek saath milkar jeeyenge har ek mod par hum ek dusare ka haath thame chalenge agar hum mein se koi kabhi bhi kamzoor pad gaya toh dusara uska sahara banega par kabhi bhi hum ek dusre ka saath nahi chodenge sahi maiyne mein Humsafar kise kehthe hai ye baat hum duniya ko seekhayenge
the second statment once again explains the beautiful FF of Urs MH
29