Ar to the guy: abay yaar itnay saloon baad tujhay daikh kay buhat acha laga.mager tu yahaan kaisay?
Guy: yaar bas aik uncle admitted hain yahana unko milnay aya tha mager main nahi janta tha kay tu issi hospital main milay ga.
Ar: chal acha hai issi bahanay mulakaat ho gayi hai aur suna kia kar raha hai hows life?
Guyz: bas yaar life is going f9 infact gud mairi shadi ho gayi hai nd I have a 1 yr old kid.
Ar: o wow congrats yaar mujhay pata tha humaray group main tu hi aik aysa tha jis nay jaldi shadi karni thi.
Guyz: haan aur humaray group main aik tu hi tha jis kay peechay sari larkiyaan thein aur baqi kisi ko chance hi nahi milta tha.
Ar: array yaar ab main kia karun tujhay pata hai na larkiyana Armana malik pay marti hain.
Guyz; haan hana main janta hunt u yeh bata kay Armana malik ka jadu abhi bhi waisa hi hai ya sudhar gaya hai tu kuch.
Ar: ofcourse aaj bhi Armaan ka magic chalta hai larkiyoon pay tu janta hai na larkiyaan mairay peechay hoti hain hameesha.
Guyz; is ka matlab kay tu nay abhi tak tujhay kisi say piyaar nahi hoa hai?
Armaan's face got pale by his question he said to himself piyaar tu kia ha imager jis say kia hai shayad unsay nahi kia mairay sath. Don't be stupid yaar armaan aur piyaar dil tu lagaya ja saqta hai aaj kal ki larkyoon say mager piyaar no way.
Ridz who was listening all dis 4m behind got shocked she was thinking Armana will tell his frnd about her but it seemed dat armaan is trying to play wid her he is not serious at all.
Ridz: eyes got wet armaan malik mainay tu shayad aap say piyaar kia tha nahi janti ti kay yeh sab aap ki adapt ha imager ab nahi ager aaap yeh samajhtay hain kay main unlarkiyoon ki tarhana apa kay peechay peechay hun apa say I,mpress ho kay to yeh galat hai mainay us armaan say piyara kia tha jo buhat sensitive caring aur achay dil ka malik than a kay jo jis kay liyay piyaar aik mazaaq tha. Tum nay shayad theik hi kaha tha humain apnay rishtay kay baray main aur wact cahyay tha aur aaj mainay jaan lai hai kay asli armaan malik kaisa hai. Thanks armaan 4 telling me dis.nd she went outside without listening the whole convo.
Guy: mager tujhay daikh kay tu yeh nahi lagta Armaan kay .
Ar: kia matlab.
Guy: matlab yeh kay main tujhay buhat achi terhana say janta hun main jis Armana malik ko college main jant atha yeh wo Armana malik nahi lag raha hai kuch to hai Armaan kia tujhay piyaar hoa hai such bata na.
Ar: looked down hana yaar tu theik keh raha hai shayd mujhay piyaar hoa hai .
Guyz: shayad kiyun?
Ar: kiyun kay main jis say piyaar karta hun wo mujh say shayad nahi karti mujhay nahi pata.
Guy: tujhay kaisay laga?
Ar: mujhay lagta hai main us kay liyay important nahi hun main cahta tha kay main us kay liyay sab say ziyada important hun mager us ko sab ka khayaal hot ahai siwayay mairay.
Guy: not fair Armana yeh tumhara khayaal bhi tu ho saqta hai .
Ar: kia matlab?
Guy: matlab yeh kay tujhay yeh lagta hai kay tujhay us say piyaar hai aur ussay nahi mager jo larki apnay say juray har rishtay ki parwa karti hai wo teri kaisay nahi kar saqti kia us nay kabhi tujhay leddown kia.us nay tujhay kabhi aysa kaha kaytuj say piyaar nahi hai?
Ar: nahi aysa nahi hai.aur wo to mairi biggest support hai har jagah har kaam main.mager wo canti hai kay main waisa ho jaoon jaisa wo cahti ha imager mainay to ussay badalnay ko kabhi nahi kaha halaankay hum dono buhat diff hain.
Guy: to phir tu galat hai rishtoon main kuch manga nahi jata apna aap dia jata hai expectations humain door kar daiti hain humaray apnoon say aysa mat karna ok.tu ussay badalnay ki koshish na kar ager teray piyara main takat hai jaisa kay us kay piyar main thi to tera piyara bhi ussay badal day ga.
Ar: understud nd hugged him thanks yaar tu nay aaj mujhay aik kashmakash kay nikala dia hai ab main ussay dobara naraaz nahi karun ga bas is baar wo maan jayay.
But Armaan din't know dat dis time ridz decided dat she will break her relation wid armaan nd will prove dat she is not hurt by him infact she made him fool.
In the locker room armaan came late he was luking her lovingly.but ridz wasn't luking at him she was irnoring him completely.
All were leaving 4 the nurse station except ridz nd armaan nd armaan tried to talk to her by moving forward but just then ridz called anji who was about to stepout 4m locker room.
Ridz: di 1 min main bhi arahi hun.
Anji turned back haan ridzi a ja aaj tu bata kay kiyun a rahi hai.
Ridz: nahi di wo mujhay apa say kuch bata karni thin a is liyay aap ko roka.
Ridz did dis coz she didn't want to talk to him nd on the other hand Armana thought dat she must be angry but I'll convince her. abhi to sara dinhai mairay pass aur mian janta hunt um mujh say ziyada dair naraaz bhi nahi reh saqti aur door bhi.
Anji: haan bool kia baat karni thi.
Ridz: wo mainay wo di mainay kehna tha haan plz caf lunch pay mairay stah chalana ok.
Anji: ridzi tujhay kia ho gaya hai aaj mmairay sath sath aysay hai jaisay schoolmain 1st day ho kia hoa?
Ridz: nahi di aysi koi baat nahi hai main kis aap kay stah nahi reh saqti?
Anji: acha chal theik hai sath chalain gay.
Then all got their respective duites till afternoon Armana tried a lot to talk to her but ridz simply ignored him.
Ar: to himself. Patience Armana patience ab galti ki hai to bughat mager yaar wo mairi baat to sunay na wo to subha say main kitna try kar raha hun mager baat hi nahi sun rahi. Main kia karun suddenly he saw ridz cuming 4m the corridor he called ridhima……… but ridz didn't even look at him armaan got irritated.
Armaan went afer ridz: main kab say tumhain bula raha hunt um mujhay is terhana ignore kiyun kar rahi ho?
Ridz: dr armaan aap ko ager koi kama hai mujh say to baat karain warna plz main buhat busy hun .
Ar: ridhima aik baar suno to ruko.
But she was walking huridly she was about to enter in the room when Armana held her hand nd pulled her into the fore escape.
Ridz: dr Armana yeh kia badtamezi hai choorain maira hath aap kisi college main nahi hain aur na hi main aik college girl hun so just leave my hand.warna main shoor macha dun gi.
Ar: was shocked by her statement ridhima kia ho gaya hai tumhian tum shoor kiyun karo gi janta hun mujh say naraaz ho mager bsat itni bari to nahi kay tum mujh say is terhana ka treatment karo.
Ridz: dr Armana aap kay liyay koi bhi baat bari nahi hoti sab batain choori chooti hoti hain kisi bhi baat ko aapo seriously nahi laitay na hi rishtoon ko.
Ar: kiaaa kia kaha tum nay phir say kehna zara?
Ridz: mujhay tum say baat hi nahi karni chooro maira hath she tried he was about to leave the place when Armaan hold her 4m her shouders his grip was so tight dat ridz got tears in her eyes.
Ridz: ouchhh Armaan leave me its hurting.
Ar: hurting what dr ridhima hurting aap ko dardhota hai yeh jana kay ageeb laga aap ko ahsaas hai kisi aur ko kitna dard hotahai aap ki baton say aap ki harkatoon say.
Ridz: ager itna hi dard hota hai to choor do na mujhay kiyun mairay peechay paray ho.
Ar was stunned at her words nd then he just loosened his grip nd left her lo choor dia with tears in his eyes I think ridhima I was wrong mujhay laga mujhay tum say sorry kehna cahyay mager mujhay yeh nahi pata tha kay…………….. rehnay do ridhima ab main tum say kuch nahi kahoon ga kabhi bhi nahi aaj kay baad humara rishta yahin khatam.
Armaan left her at the fire escape nd ridz started crying while sititng at the stairs.
Ridz; tumnay theik kaha armaan shayad humaray beechkoi rishta ho hi nahi saqta tha hum dono aik dosray kay liyay nahi hain tum theik thay armaan tum theik thay.
Wo mujh say mairi udasiyoon ki wajah poochta hai
Kaisa pagal hai dhalti raat kay sannatay ki wajah poochta hai
Wo mujh say mairi barasti ankhoon ki wajah poochta hai
Kaisa pagal hai barish kay barasney ki wajah poochta hai
Wo mujh say mairi pasand kay baray main poochta hai
Kaisa pagal hai apnay baray main poochta hai
Wo mujh say mairi muhabat-o-wafa kay baray main poochta hai
Kaisa pagal hai samandar par kharay us ki gehrayi poochta hai.
Ar: kiyun ridhima kiyun aysa kaha tum nay mainay samjha tha kay mujhay maira hamshafar mil gaya hai kiyun beech rah main akaila choor dia tum nay main to yeh bhi nahi janta kay tum kis bata pay mujh say rooth gayi ho.laikin ager tumhain lagta hai kay mairay pass anay say tumhian taleef hoti hai to main kabhi tumharay pass nahi aoon ga kabhi nahi ridhima armaan was sitting in his window.
At shasank's house all were present at the dinner table they were enjoying themselves but ridz was lost in afternoon's incident. Nani noticed dis.
Nani: ridhima beta kia hoa kiyun itni khoyi khoyi sihai khana kha mairay bachya.
Ridz; ji nani kha rahi hun .
Nani: kha rahi hun plate khali pari hai beta.
Ridz; khali nd looked down wo mainay kha lia hai bas aur maan nahi ai nani main thak gayi hun room main ja rahi hun.
Ridz left the table nd nani asked 4m anji anji beeta kia koi baat hoi hai rdhima is terhana udaas kiyun hai.
Anji: nahi nani bas thak gayi ho gi rest karay gi to theik ho jayya gi u don't worry.
Nani: acha khayaal rakhan us ka ok.
Anji: ji nani she is f9.
Ridz went to her room nd started crying while lying on her bed.
Ridz: mujhay laga tha armaan tum diff ho tum baqi larkoon jaisay nahi ho mager tum waisay hijo jaisa mainay pehli nazar main tumhain samjha tha aik flirt kitni asaani say tum nay mujhay baywaqoof banaya na aur main banti chali gayi.
Ar: haan galti mairi hai na mainay samjha tum un larkiyon jaisi nahi ho jo larkoon ko apnay isharoon pay ghumana cahti hain mager I guess I was wrong kitna galattha na main tum jaisi dikhti ho waisi ho nahi.
Mujhay muaf kar mairay humsafar
Tujhay cahna mairi bhool thi
Kisi rah par jo uthi nazar
Tujhay daikhna mairi bhool thi
Koi nazam ho ya koi gazal
Koi rat ho ya koi sehar
Wo gali gali wo sehar sehar
Tujhay dhoondna mairi bhool thi
teray gham ki koi dawa nahi
Mujhay tujh say koi gila nahi
Maira koi teray siwa nahi
Yeh soochna mairi bhool thi.