Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 6th Sep 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Sep 2025 EDT
Happy Ending Kumkum Bhagya
CALL FROM CELL 6.6
Priyanka actually deserved more from BW. Robbed twice!
23 years of Dil Hai Tumhaara
Are they planning to end YRKKH with this generation?
Saiyaara: a movie which will forever remind me of love
Generation 5:A new chapter in Yrkkh
💕💜Somewhere Over the Rainbow #43 With Prats in our hearts 💜💕
Baaghi 4 crashes on Saturday
Look Out Circular For Shilpa Shetty Raj Kundra
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Sep 2025 EDT
NASEEB vs BADNASEEB 7. 6
CONTINUE
he started to kiss her... chewing her lips... unknowingly Gunjan's hands went around his neck... n Samrat pulled her more... n held her more tightly... and whispered in her mouth...
"kiss me jaan ... kiss me..." n soon Gunjan moved her lips on his... n Samrat smiled... he knew his effect on girls... but this one is different... he was totally fida on her... for the first time he was attracted towards a simple girl.. a sweet girl... a very beautiful girl... whom he called his girl...
He felt bliss in their kiss.. they were out of breath... n had to break kiss...n then Samrat started to kiss her neck deeply... n then they heard Samrat's cell was ringing n Gunjan came back to sense... n Samrat broke hug... n looked at his cell...
"Armaan bhai..." he said n picked up the call... n Gunjan again regretted their moments n ran from there ...
"hey bhai..."
"wassup??? Dude college kaisa jaa raha haii ... sab thik hai na..." Armaan heard his happy voice and smiled ...
"all right bro... i just love this college..."
"ohkk... but what about lunch haa???"
"no lunch bro... just had delicious gajar ka halwa... yummy yummy tha... aur uske baad to ek pyaari si ki... " bt stopped
"haa haa bata halwa khaane ke baad kya???"
"nthing bro nthing... bhai aap office pahoch gaye???" he tried to change topic...
"yes meri jaan... tu kaha haii??? "
"mein to garden me hu..."
"tu garden me kya kar raha haii??? College mein nahi hai kya???" now armaan was sure sumthing was wrong...
"mein to aise hi abhi jaa raha hu class me abhi lecture hai to bbye bro..." he cut the call without listening armaan... n felt relief...
"bach gaya... ye bhai bhi na... but mein bhai se kyu chupa raha hu i like Chashmish... yaar aaj se pehle to kabhi kissi bhi ladki ke baareme meine bhai se nahi chupaya fir abhi kyu??? Sayad iss baar ye ladki alag haii... sayad mein sure nahi hu ki wo bhi mujhe like karti hai ya nahi... oh stupid Samrat agar tujhe like nahi karti to tujhe kiss thodi na karti... ahh my girl... but she tasted best...sweet like honey.. i really want to make her mine as soon as possible... my girl friend ... my jaan... aahhh i just love her..." n turned n looked for Gunjan... but she wasn't there...
"oh god ab ye girl kaha gayi... fir se dhundhna padega..." n he ran to college...
N then looked here and there... mayank saw him...
"hey dude need help???"
"yah wo actually i am searching for Gunjan"
"Gunjan ???"
"wo sorry actually m looking for my class.."
"yah come mein dikhata hu hum log ek hi class me haii..." Samrat smiled fakely n went with Mayank...
As soon as Samrat entered class.. girls drooled over him..n he too smiled flirty... n Samrat is Samrat started his flirt with different girls... just then Gunjan entered class... n went to her place... she was lost in her own world... Samrat saw her... n smiled... n was also happy that both were in same class... he could spend more and more time with her... he silently went to her and sat beside her...
"thinking about me???" samrat whispered in her ear... n Gunjan looked at him... he always socked her n surprised her... but she eas fearing also ... now he was sitting beside her... oh no...
Soon shukla sir came and started his class... mayank looked at Gunjan n Samrat... n smiled at Gunjan... n Gunjan feared more... what if mayank came to know about her and Samrat... n their moments... whole lecture she couldn't concentrate on lecture just lost in her thought she was fearing... and Samrat was staring at her... then held her hand ... n Gunjan looked at him... n then looked here and ther...
"plzz chodiye..."
"chill babes ...m doing nthing... waise ur hands are so soft ... really wanna kiss them..." hearing this Gunjan's eyes widen...
"chill fir se matt darna... i will not kiss u here... wo to jab hum akele..." he teased her...
Just then bell rang... n everyone left except mayank samrat and Gunjan... Mayank come to samrat Gunjan... n Samrat's cell rang again... its from armaan dat he was going to pick him up... Samrat was sad.. didn't want to leave Gunjan... but he had to...
"bbye Gunjan.. cya tomorrow... bbye " bid bye to them.. n left...
"so tum Samrat se milli..." mayank asked n Gunjan feared hearing this from mayank.. n looked at him...
"i mean u knw Samrat kaun hai armaan shergill ka chota bhai... u knw what usne Samrat ke admission ke liye puri college hi kharid li..."
"kyaa???" Gunjan was socked..
"yahh n told her everything.. about Samrat and armaan... and u knw what aaj meine free lecture me armaan shergill and Samrat shergill ke bare me research kiya... aur princy se bhi suna haii...u knw what they wer brought up in USA... their parents are no more... armaan was 12 and samrat was 5 when they died...n then armaan took care of Samrat as his parents... n for Armaan Samrat is his world his everything he can do anything for Samrat... i even read so many stories of armaan ... itni kam age me itna achieve kiya just to give everything to Samrat... u knw i really want to work with armaan shergill... want to achieve everything like him... money power n everything... bas yahi goal hai meri life me... aur kuch mere liye mayne nahi rakhta..." Gunjan was more feared hearing all these... they were powerful shergill were powerful ...
"mayank mein chalti hu wo shilpa dii aayi hai to..." she told him...
"yah bbye waise bhi mujhe kal ke test ke liye preparation karni hai aur soch raha hu ki shergill empire me agar koi vacancy ho to apply kar deta hu... taaki i can learn more from armaan shergill... aur Samrat to yaha college me hai hi aur upar se sayad tumhara friend bhi bann gaya hai to its gud for me..." gunjan just nodded...
"bbye.." she said n left...
Gunjan was walking on road...
"kya karu kuch samajh me nahi aara haii... Samrat Shergilll... jiske sath meine... wo... uske kareeb aate hi sab bhul jaati hu... aur wo jiss duniya me le jaate hai waha chali jaati hu ... aur jab haqiqut dekhti hu to darr jaati hu ki jo kar rahi hu wo sab galat kar rahi hu... mein mayank se pyaar karti hu par wo pyaar kissi aur ke sath share kar rahi hu... kyu bina kuch kiye mein uski taraf khichi jaati hu... kaha wo aur kaha mein... aur to aur mein to mayank se pyaar karti hu kahi na kahi mein mayank ko dhoka de rahi hu... aur mayank hai ki... usski zindgi me mein to kahi nahi hu... aur Samrat mujhe apni zindgi me khich raha haii... darrlag raha haii... mujhe meri hi zindgi se... ki kahi kuch ho na jaaye..." n then she reached home... n her elder sister hugged her... n she came back to reality...
"Gunjan Gunjan tujhe pata haiii mujhe job mil gayi... wo bhi papa ki company shergill empire me... tujhe pata haii... uska boss kaun nikla wahi armaan shergill... jiske sath morning me panga hua tha... wo uske bhai ke sath tha.. bt finally mujhe job mil gayiii... ab jaldi humari saari problems khatam ho jayegi..." she jumped n made her eat sweet ... Gunjan didn't expected that... now more socked n feared...
"Gunjan tu khush nahi hai kyaa??? " shilpa held her shoulder... n Gunjan had tears n hugged her...
"bahut khush hu di bahut...aapne maa papa ko bataya... " she broke the hug...
"ha bataya na dono bahut khush huye... itni badi company... aur mein Armaan Shergill ki secratery... can u imagine morning tak wo mera enemy tha... aura b mera boss... pata hai kya hua??? Chod raat ko jab hum terrace par jayenge tab puri story bataungi tu jaa fresh ho kar aa mein garma garam coffee aur nasta laati hu..." Shilpa said n rushed to kitchen n Gunjan went to her room locked n close her eyes...
"papa aur di shergill empire me... Samrat ki hi company me... aur uska bada bhai unka boss... arman Samrat ke liye kuch bhi kar sakte haii... darr lag raha hai ki kahi sab ujad na jaaye.. ek galti mere parivar ko barbad kar sakti haii..." and tears fell from her eyes...
On other side Armaan picked up Samrat... n Samrat was sitting beside him silently...
"what happen Sam??" Armaan could read his face...
"nothing.."
"baby look at me... n tell me what happen?" armaan again asked...
"bhai plzz don't call me baby... m nt baby.." Samrat said in irritating tone after dat Samrat didn't ask him anything... n then they reached home Samrat came out n directly went to his room... armaan went behind him... Samrat was sitting on his bad ... his face was sad.. Armaan sat beside him...
"koi galti huyi hai mujhse??? "Samrat looked at his brother...
"oh god no bhai... kuch nahi hua aap bhi na..."
"to mera baby itna sad kyu haii???"
"aap mujhe pick up karne kyu aaye... mujhe waha rehna tha..."
"tujhe college me rehna tha.. College khatam hone ke baad bhi??? Kyu waha aisa kya tha?"
"bhai waha Gunjan.." he stopped...
"bhai kuch nahi..." he turned his face...
"idhar dekh meri taraf... aur sach sach bataa.. mein tujme change dekh raha hu Sam.. pehle tujhe india ke naam se chid aati thi... now u like india... tu yaha aana nahi chahta tha b tab yaha rehna chahta tha.. tujhe Indian khana nahi khana tha... aur to gajar ka halwa khane laga... to kabhi college me nahi rehta par tu college me rehna chahta hai... tujhe jab drop kiya tab tu nahi chahta tha ki mein college na aau.. jab pickup karne aayya tab bhi tu chahta tha ki mein pickup na karu... aur car ne sad face bana kar beitha tha... aur bhi kissi india ladki ka name tere muh se sun raha hu... india aane ke baad chal kya raha hai Samrat... tune aaj tak kabhi kuch bhi mujse nahi chupaya..."
"oh god bhai itna bada lecture ... kuch nahi hua haii..."
"nahi batana hai to matt bata..."
"thik hai bataunga par pehle mujhe kuch khana hai... raat ko so te time bataunga..."
"pakka na koi problem to nahi hai na..."
"no bhai.. Armaan Shergill ke rehte Samrat ke pass problem aahi nahi sakti right bhai... kyunki problem bhi armaan shergill se darti haii..."
"jaa nautanki fresh ho jaa warna maar khayega,..." n Samrat went to washroom n armaan went to his room...
At night...
Armaan was checking files in his room... n Samrat came in his night suit...
"bhaiii..." he shouted...
"aa gaya...bahut khush lag raha haii..."
"yup aap ko bahut kuch batana haii..."
"chal aaja..." Armaan went to bed n sat... n Samrat came n put his head in his lap... Samrat always felt his mother while he slept in armaan's lap... armaan caressed his hair... n smiled..
"kya baat hai ki mera baby itna khush hai...???"
"bhai i like Gunjan..."
"Gunjan???"
"haa Gunjan pata hai bhai... uss din jab mere tummy me dard ho raha tha n humne riddhima ko bulaya tha... uss din jab aap mujhe sula kar khud so gaye na tab mein car le kar bahar gaya tha aur uss din rain ho rahi thi..."
"what Samrat ek to teri tabiyat kharab thi aur tu bina puche akele car le kar gaya aur wo bhi rain me... agar tujhe kuch..." before armaan could continue.. Samrat stopped him...
"ek minute bhai just tell me one thing mein aapko yaha kehne aaya hu aur aap hai ki khud bole jaa rahe ho jaao nahi kehnaa..." he was about to go Armaan held him n made him lay again...
"arey sorry baba ab bata..."
"uss din na rain huyi to meine ek garden ke paas apni car park kari aur ek tree ki niche khada reh gaya... cause u knw na i hate rain... fir pata hai meine usse dekha... Gunjan ko... white dress me rain me dance karte huye..." he was describing each and everything... he was lost in her beauty and describing his brother... and armaan was noticing something else...
"then we shared a kiss..."
"what???/" armaan was socked... Samrat kissed a girl it wasn't new for him.. but shared kiss with a simple and innocent girl that was sock for him... Samrat described that Gunjan... n after that no one believe that she shared kiss with a stranger... a typical Indian girl... never...
"yah... dat time i was feeling out of world... wait a minute pic dikhata hu..." n showed him their snaps... n armaan was surprised seeing simple and innocent n pure india girl... no doubt beautiful...
Both were looking perfect together... he had never seen Samrat like that...
Then Samrat told him about her name Chashmish n then College...
"what tujhe iss liye uss college me admission chahiye tha kyunki waha wo Gunjan padhti haii...??" armaan asked.. n samrat smiled and nodded...
"yah bhai...and u knw what fir kya hua..." n told him everything till today...included gajar kahalwa scene n their meethi wali kiss... while saying all there.. a januable smile was playing on his lips constantly...armaan noticed n saw love for that girl in his eyes...
"iss liye mein nahi aana chahta tha... kyunki mujhe uske sath time spend karna tha... aur aap aa gaye mujhe pickup karne..."
"to iss liye mera baby naraz tha..."
"bhai i just like her bhai... she is my girl... she is so different so special... she is like angel bhai..."
"ohkk... m sorry mujhe pata nahi tha warna tumhe disturb nahi karta..."
"no no bhai... ye to aapka haqq banta haii...aap batao aapka din kaisa tha aaj..."
"well mera... mera to mast tha...tujhe yaad hai wo ladki jiske sath morning me fight huyi thi..."
"Shilpa..."
"yah shilpa... wo aayi thi interview ke liye... aur..."Armaan gave him devil smile...
"aur mere devil bhai ne usse job par rakh liya... m damn sure... ab to bhagwan hi bachaye usse aapse...par ek baat batao wo to sock huyi hogi na aapko dekh kar..."
"sock my dear uska chehra dekhne laayak tha..." armaan said n both laughed...
"par bhai wo itni bhi buri nahi thi aapki takkar ki thi..."
"wo to ab pata chalega ki armaan shergill the boss ko uski secretary kaise handle karti haiii???"
"omg bichari kaha phas gayi god bless her... btw bhai.. ab to maza aayega.. plzz mujhe na roz aap ap dono ki stories sunna na ok..." he teased...
"Sam... now sleep chalo... its late..."
"bhai ek baat batao aapne aaj papa ko miss kiya naa???"
"ha Sam india aane ke baad fir se unki position lena koio choti baat nahi hai but wo shilpa joker enough thi..."
"wo to hai.. btw bro where is Riddhima...???"
"went to USA... emergency thi...4-5 din me wapas aajayegi... "
"ok... m waiting for her..."
"hmmm Sam promise me ki har baat mujhse share karega chahe kuch bhi ho achi buri kuch bhi... tu harr baat sabse pehle mujhe aakar batayega...kyunki agar teri aankh me ek bhi aansoo aaya to mein nahi jee paunga..."
"bhai.. agar aapko nahi bataunga to kisse bataunga...??? sone ke liye maa ka anchal bhi aap ho aur khelne ke liye pita ka kandha bhi aap ho... parents ka pyaar kyaa hota hai wo sayad mujhe kabhi nahi pata chalta agar aap nahi hote... mein to sirf 5 years ka tha jab mummy papa hume chod kar chale gaye... tab zindgi maut ye words ka meaning bhi mujhe nahi pata tha... tab aapne apne anchal me chupaya mujhe... aur wo maa ki mumta di wo pita ka pyaar diya jo sayad mom dad bhi nahi de paate,... mere paas parents naa ho kar bhi world ke best parents haii.. mera bhai.. mera bro... jo mere liye kuch bhi kar sakta haii... apni jaan de bhi sakta hai aur agar kissi ne mujhe takleef pahchayi to uski jaan le bhi sakta haii... jo mere bolne se pehle mujhe sab kuch de deta hai... koi aisi khwahis nahi hai jo puri na ki ho...aur iss tarah se duniya se bacha kar rakha hai ki koi gham ko pareshan mere paas na aaye..."
"aur na kabhi aane dunga...i promise... koi bhi takleef tujh tak nahi pahochne dunga me... mein apne baby ko duniya mein sabse jyada pyaar karta hu sabse jyada... aur uske liye mein kissi bhi had tak jaa sakta hu... kissi ko bhi chod sakta hu..."
"aur mein bhi aapke liye kissi ko bhi chod sakta hu... u r my world bhai..."
"and u r mine..." armaan said n kissed his forhead...
"love you bhai..."
"love you too baby..." n caressed his hair n he slept...
"mujhe uss Gunjan ke baareme pata karna hoga... Samarat ko pata nahi hai ki wo kaha jaa raha haii... wo kyaa kar raha haii... wo uss ladki ko chahne laga hai pyaar karne laga hai... aur ye pyaar har din badhta jaa raha haii... meine aaj tak mere baby ko bacha kar rakha hai... usse kissi bhi ladki k wajase khona nahi chahta... Samrat ab tak apne pyaar ke ehsaas se anjaan hai... mujhe jaldi hi kuch karna padega ... " then Armaan made Samrat lied properly on bed... n went to window... and dialled a number...
"hello... Armaan Shergill here...Gunjan... Excell college me padhti hai... Samrat ke sath... uss ladki ki puri history geography chahiye mujhe... uski file 2 din ke andar mere table par chahiye... kissi bhi kimmat par harr haal me...warna anjaam jante ho..." he said n cut the call...
"koi chance nahi lena chahta... mera Samrat abhi baccha hai hai... asli duniya kya hai usse abhi tak dekhi nahi hai... aur na kabhi usse dekhne dunga... wo ab tak mere pyaar ki duniya me bada hua hai aur wo hamesha wahi rahega... kabhi ye duniya nahi dekhne dunga jo pal pal sirf logo takleef aur aansoo deti haii...aur mere samrat ki aankh me aansoo kabhi nahi..." Armaan went to him n covered him with quilt... n lied down beside him n slept...
Next two days passed ... the same... Samrat flirt with Gunjan whenever they were alone... n Samrat also gave her kisses on cheeks n packs on lips... he started to develop feelings for her... n Gunjan too felt for sumthing but her mind always made her remind her love for Mayank... Gunjan didn't say anything to Samrat... as she feared of him... n mayank also tried to impress Samrat... on other side armaan always boss over shilpa...
Shilpa was working n peon came n gave file to shilpa ..
"mam wo armaan sir ko deni thi.." shilpa nodded n went to his cabin...
"may i come in sir?"
"yah come in..."
"sir ye file..." she handed him file .. Armaan opened it..n then looked at shilpa..
"shilpa tum jaao... aur baaki ki saari meering cancel karo mujhe important kaam haii...i don't want any disturbance..." armaan said stricltly... n shilpa nodded yes n went from there.,...
Armaan again opened file n saw pics of Gunjan... Gunjan and Samrat .. Gunjan and mayank Gunjan and shilpa.. Gunjan and his father. Gunjan and his mother... gunjan with shukla sir n deodhar sir.. n princy n many more...he called his detactive... and he soon reached his cabin...
"tell me everything..."
"Gunjan Bhushan name hai born n brought up in Mumbai... middle class se belong karti hai... family me uske parents aur ek badi bahen hai ... maa bahut bimar hai par operations ke liye paise nahi hai... uska pita yahi issi office me saalo se kaam karta hai... uski sister shilpa ne kuch din pehle hi ye office join kiya hai... financial condition bahut kharab hai.. uske father ki puri salary ghar kharch me chali jaati hai aur uski mother ki medicines me...aur Gunjan ki padhai uski sister shilpa ki salary se chalti hai... ek chote se ghar me reh rahe hai wo bhi rent par... apna kuch nahi hai... Gunjan bhushan bhi excel college me hai aapke bhai ke sath hai... waha uska ek friend hai mayank... usse uski bahut acchi dosti hai ya yu kahiye ki pyaar karte haii ek dusre se... uss ladke ka name mayank haii... wo bhi middle class family se belong karta hai... uske ghar me sirf uski maa hai... aur mayank aap jaisa banna chahta hai...powerfull... paisa banana chahta hai.. Gunjan ko chahta hai... kuch din pehle hi pyaar ka izhaar kiya hai... par ab wo aaj kal Samrat sir ke sath hoti hai... Samrat sir usko dur nahi jaane dete haii..."he was about to say further Armaan raised his hand... n he stopped...
"tumhaare paise tumhe mil jaayenge.. now go..." that man left cabin...
"jiss chiz ka darr tha wahi hua...Samrat jiss raste par jaa raha hai... waha usko sirf dard takleef aur aansoo ke siva kuch nahi milne wala... to toot jayega... kyunki usse nahi pata ki dard takleef aur aansoo kya hota haii... pehle baar agar aisa kuch dekhega to toot jayega...kuch nnahi hone dunga mein usse kuch bhi nahi..." he held table tightly...
Another 4 weeks passed...
Armaan always looked tensed about Samrat...he so many times tried to talk to him.. but couldn't say him anything... he didn't have heart to break his baby's heart... but he saw Samrat started to feel for Gunjan...n also realised dat he felt Something for Gunjan... even students of college started to talk about them...
At college...
Today Samrat was waiting for Gunjan... but she didn't come... he looked for her in every corner of college garden every where... but she wasn't there... for the first time he feared... feared of loosing dear one... and he realised his feelings for her... it has been 3 hours she wasn't anywhere... just then he saw her entering college... he held her hand n made her sit in his car... n drove in full speed... Gunjan was fearing...took her to hill... n stopped car... n came out of car... he was frustrated n depressed ... opened Gunjan's side door... n pulled her out of car..
"kaha thi tum haa... kaha thi... kitna dhundha tumhe pata hai...kitna darr gaya tha mein... zindgi me pehli baar darr kya hota hai fear kya hoti hai wo pata chala mujhe... just tell me damn it where were u????" he held her shoulder tightly.. n shouted on her... n tears started to come out of her eyes... he couldn't see tears in her eyes and hugged her tightly...
"mere sath hi aisa kyu hora hai Samrat... aj tumne pehli baar darr ko mehsoos kiya jo mein bachpan se karti aa rahi hu..."
"kaisa darr chashmish bolo mujhe batao mujhe... "
"har chiz se darr har insane se darr Samrat har insane se"she was really depressed from last 2 months... she was broken emotionally n in dat state she didn't know what she was saying... and doing...
"mumma bahut bimar hai... doctor ne kaha hai agar jaldi kuch nahi kiya to hum mumma ko kho denge Samrat... mujhe darr lag raha hai Samrat mein mumma ko nahi khona chahti... har pal darr lagta hai ki kahi mumma papa ko kuch ho gaya to kahi dii ko kuch ho gaya to... kahi makaan maalik ne ghar se nikal diya to kaha jayenge kya karenge... har chiz se dar lagta haii.. apni khubsurti se darr lagta hai ki kahi meri khubsurti meri jaan ki dusman na bann jaye Samrat... tumse darr lagta hai mujhe..."
"mujhse??"
"haa ki kahi mein tumse pyaar na kar beithu..." she cried bitterly... Samrat hugged her more tightly n pacify her...
"i promise Gunjan mein tumhaare saare darr ko tumse dur kar dunga me... saare... sab kuch bhula dunga me...idhar dekho..." he made her looked at him...
"koi darr tumhe nahi choo payega jab tak mein tumhaare sath hu...bhul jaao sab kuch sab kuch... sirf mein aur tum aur humari pyaar bhari duniya aur kuch nahi..." n he said n attached his lips with hers... n both forgot everything n shared passonate kiss... n soon it was raing... god was showering his love on them...
"i Love you Chashmish..." he whispered in her mouth... n again Samrat kissed her... caressing her back... n Gunjan to started to carress his back... n then they broke the kiss.. n saw fire in eachother's eyes... n Samrat slowly made her layed on ground n leaned over her.. n started to kiss her forhead cheeks cheen eyes... n with every kiss he confessed his love for her... n then showered her neck with kisses...then kissed her chest... Gunjan moaned which added fuel to his desire.. and he bite her neck... n reality hit her... she opened her eyes... Samrat felt dat shewasnt responding... he looked at her...n realised both went so far...
"wo mein tumhe ghar chod deta hu..." Samrat didn't feel sorry for his act.. he just loved her.. n he showered her with his love... n Gunjan too didn't feel.. but she felt she was cheating on mayank... but she didn't say anything to Samrat as it would destroy her life and Family... she silently went to car n then Samrat dropped her... n then Samrat went to his home.. and called Armaan... n Armaan rushed to home.. n saw Samrat was sitting lost in another world...
"kya hua Sam??? Baby??? Idhar dekho.. tell me what happen??" Armaan scared...
"bhai wo Gunjan..." Samrat told him everything ...
"kuch karo bhai i cant see her in pain... i cant see her fear... " Samrat had tears in his eyes n it pained Armaan...
"i promise sam... uske saare dard saari takleef jaldi hi door kar dungi.. bahut jaldi..."
"Sach me.??"
"yahh... very SOON..." Samrat hugged him...
At night armaan forcibly made Samrat go to party with his friends and called Gunjan to his mansion... Driver went and picked her up n she entered mansion...n saw armaan...
"armaan shergill... Samrat ka bhai... come have a sit..." he asked her to sit on sofa...
"wo aapne aise bulaya.. kuch kaam..."
"don't worry tumhe kuch nahi hoga tum safely ghar pahoch jaogi... tumhaari family ko bhi mein handle kar lunga... kaam ki baat kare..."
"ji..."
"tum Samrat se pyaar karti ho??? Ha ya naa.."
"ji??" GUnjan was socked with sudden question...
"ha yaa na..."
"wo mein.."
"HA YA NA..." Armaan asked in tight voice.. Gunjan scared...
"nahi... mein mayank..." Armaan raised his hand to stop her n she stopped...
"agar tum Samrat se pyaar nahi karti to karna padega... uska pyaar banna padega... agar tum usse nahi chahti to bhi uski chahat banna padega...agar uski nahi ho to uski banna padega... tum sirf Samrat Shergill ki ho.. sirf Samrat ki..."
"mein aisa nahi kar sakti mein kissi aur se..."
"tumne sunna nahi meine kya kaha???? I don't like to repeat... tumhaari puri history geography mere paas haii... kyaa tum chahti ho ki tumhaari maa marr jaaye... tumhaare baap ki aur bahen ki job chali jaaye... tumse tumhaara ghar cheen liya jaaye... tumhaara wo dost mayank cheen liya jaaye...??? aur tumhaara career... meri sirf ek aawaz aur tum barbaad... kya chahiye tumhe tumhaari khud ki khushi yaa.. tumhaare parivar ki khushi.. i promise... idhar tum Samrat ki huyi aur tumhaari family ko aisi life dunga jo kabhi tumne sapne me bhi nahi sochi hogi..."
"mein unka viswas nahi tod sakti... "
"to thik hai unlogo ko tod do..."
"par mein aisa nahi kar sakti... please" she started to cry...
"Samrat ki jaan bann chuki ho tum ...meri jaan Samrat me basti hai aur Samrat ki tumme... to meri jaan ke liye tumhe Samrat ka hona hi padega..."
"par jab Samrat ko pata chalega ki mein..."
"kabhi nahi... kabhi bhi usse pata nahi chalega kit um kabhi kissi aur se...tum sirf Samrat ki thi ho aur hamesha rahogi... aaj pehli baar meine tumhaari wajase usse dukhi dekha hai rote huye dekha haii... agar mein chahta to iski saza aisi deta ki tum zindgi bhar apni aankho ke aansoo poch nahi paati... sochlo Samrat ko kuch pata nahi chalna chahiye... Samrat k eek aansoo ki kimmat tumhaari zindgi se chukani padegi... tumhaare parivar wale chukayenge..."
"aap aisa kyu kar rahe ho??"
"mere Samrat ke liye... aur tum bhi to apne parivar ke liye sab kuch karna chahti ho..ek baar Samrat ki bann gayi to kuch bhi kar sakti ho... apne maa baap bahen ka har sapna aise pura kar sakti ho... tum unki khushi chahti ho aur mein Samrat ki... tumhaare paas aur koi choice nahi hai..."hearing armaan Gunjan stood up n about to go...
"jaane se pehle mujhe jawab chahiye Gunjan... mein mere Samrat ki sirf khushi chahta hu aur uske liye mein kuch bbhi kar sakta hu...kuch bhi... aur tumhaare liye sab kuch karne ke liye taiyar hu...just think about it tumhaare paas 5 minute hai... faisala tumhaare hath me hai ki tum kitni zindgiyan sawar bhi sakti ho aur bigad bhi sakti ho... ye dekho Samrat ki hansi..." he pointed towards wall where their bg photo frame was hanging...
"meri hansi ka kyaa??"
"tumhaari hansi sirf Samrat ke sath hai ye tum bhi janti ho par manne ko taiyar nahi ho... mein tumse itni baat iss liye kar raha hu kyunki tum samrat ka pyaar ho uski jaan ho... aur wo meri jaan haii... warna mein kissi ko samajhata nahi hu sirf usse dikhata hu ki armaan shergill kya kar sakta hai..."
"agar aap meri jagah par hote to kya karte ???"
"kuch bhi karta mere Samart ke liye kyunki jisse hum sabse jyada pyaar karte hai uske liye kuch bhi kar sakte haii... aur aaj tak meine apne pyaar ko nahi apnaya kyunki wo mera Samrat ke liye pyaar nahi samajhti..."
"mujhe mera jawab mil gaya... mein Samrat ki hone ke liye taiyar hu... aap jaisa chahte hai waisa ho hoga... mein apne parivar ke liye kuch bhi karne ke liye taiyar hu..."
"tum mere Samrat ki khushi bano aur mein tumhaare parivaar ki... aur uska pehle proof tum kal khud dekh logi.. kal pehli khushi tumhe naseeb hogi aur tumhaara pehla darr door hoga..."
"thnk u mr. Shergill..."
"no thnks... tum mere Samrat ki jaan ho... Samrat ki Chashmish... aur mein uska bhai hu... so ab tum Samrat ki ho to ab mein tumhaara bhi bhai hua..." Gunjan nodded...
"kyaa ab mein jaa sakti hu...?"
"ek minute..." she stopped...
"ye lo mera card ... mujhe kabhi bhi call kar sakti ho... give me ur number.."
"wo mere paas cell nahi hai..."
"ek minute ruko..." he went upstair... n came with a box...
"ye lo Samrat ne tumhaare liye le kar rakha tha... bt usse pata tha kit um accept nahi karogi is liye tumhaare birthday ka wait kar raha tha... par ab tum le sakti ho..."
"par ye to Samrat ka hai..."
"aur tum Samrat ki... to ab sab tumhaara haii.. jitna Samrat ka hai utna tumhaara bhi hai..." Gunjan nodded n took cell...
"tum fikar matt karna koi tumhe koi sawal nahi karega... ab tum jaa sakti ho...aur haa kal Samrat ke liye gajar ka halwa bana kar laana...driver tumhe tumhaare ghar drop kar dega.." Gunjan again nodded yes... n went...
"Gunjan aur uski family ko to mein sambhal lunga...ab rahi baat mayank ki to usse bhi jo chahe mil jayega..." he turned n looked at Samrat's pic...
"ye smile aise hi rahegi Samrat..." n then started at pic for sumtimes...
N then heard samrat's voice..
"bhaiii..." Samrat was drunk... he went to him...n took him to his room n made him lied... n covered him with quilt n kissed him... n went to his room... planning for tmrw...
Precap:
Gunjan aaj mein tumhaare ghar aa raha hu... tumhaare aur Samrat ka rishta le kar..." armaan said on phone..
"par aise.."
"agar aisa nahi kiya to tum Samrat ki kaise banogi..."
yaha bhi pahoch gayi??res lol
haila kaisi ladki hai re tu ek ladki ka picha karte huye tuje
sharam nahi aati kya??Originally posted by: RadhikaBhushan
haila kaisi ladki hai re tu ek ladki ka picha karte huye tuje
sharam nahi aati kya??