Posted:
kanwal malik born and brought up Rawalpindi / Islamabad
living in UAE very famous among young ppl bcz of her love & romantic Urdu/ Hindi/ English poetry poetry...
like ' never enough of u'
never forget u'
Love me'
deep blue sea.....
& much more...
23years old girl published 2 poetry books at v early of her age 3rd and 4th coming soon
after tumhain tum se hi manga hay'now
chand chehra gullab Lab uskay'
Chand Chehra Gullab Lab uskay'
Uss LAmhay se iss lamhay tak'
kal shaam thi kesi shaam kanwal~
wo shaks jo khawabon jesa tha,
Rangeen gulabon jesa tha,
wo jiski batain khushbu si
awaz thi jiski jadu si,
wo bolay to uss laehjay se,
kuch phool bikhar se jatay thay
ham bat kahan phir suntay thay...?
bus ankhom main kho jatay thay
tasweer se uski lag ker Ham
is dil ki batain kehtay thay
kehtay kehtay so jatay thay
wo chalta tha to chand usay
jhuk jhuk ker dekha karta tha
ye pagal si madhosh hawa
usay choonay ko ruk jati thi,
wo hont gulabon jese thay
wo jin se paani peeta tha
to dil main hasrat utthi thi
ay Kash katora hotay ham
un hoton ko choo laitay ham!
kal sham thi kesi sham kanwal...?
wo behkay behkay qadmon se
chal ker aya, kuch paas hua
un narm gulabi honton nay
ye hont chooye, ye jism chooa
ham ankh jhapakna bhool gaye,
phir palkain sharm se mond gaain,
us lamhay ye ehsas hua
un narm gulabi honton se,
hay jism ye sara mehka sa
har qadam hay kuch kuch behka sa,
uski sanson main ghul ker ham!
jis lamhay ko madhosh huay,
wo muska ker kuch dooor hata,
or See You" keh kar lout gaya!
or ham gum sum se chup chup se,
us lamhay se is s lamhay tak,
un lamhon ka ehsas liye
kuch mann hi mann main soch rahay!
un lamhon ka ehsas meri
rag rag main behta jata hay
us lamhay se iss lamhay tak
ye jism mehakta jata hay
By Kanwal Malik
wo shaks jo khawabon jesa tha,
Rangeen gulabon jesa tha,
wo jiski batain khushbu si
awaz thi jiski jadu si,
wo bolay to uss laehjay se,
kuch phool bikhar se jatay thay
ham bat kahan phir suntay thay...?
bus ankhom main kho jatay thay
tasweer se uski lag ker Ham
is dil ki batain kehtay thay
kehtay kehtay so jatay thay
wo chalta tha to chand usay
jhuk jhuk ker dekha karta tha
ye pagal si madhosh hawa
usay choonay ko ruk jati thi,
wo hont gulabon jese thay
wo jin se paani peeta tha
to dil main hasrat utthi thi
ay Kash katora hotay ham
un hoton ko choo laitay ham!
kal sham thi kesi sham kanwal...?
wo behkay behkay qadmon se
chal ker aya, kuch paas hua
un narm gulabi honton nay
ye hont chooye, ye jism chooa
ham ankh jhapakna bhool gaye,
phir palkain sharm se mond gaain,
us lamhay ye ehsas hua
un narm gulabi honton se,
hay jism ye sara mehka sa
har qadam hay kuch kuch behka sa,
uski sanson main ghul ker ham!
jis lamhay ko madhosh huay,
wo muska ker kuch dooor hata,
or See You" keh kar lout gaya!
or ham gum sum se chup chup se,
us lamhay se is s lamhay tak,
un lamhon ka ehsas liye
kuch mann hi mann main soch rahay!
un lamhon ka ehsas meri
rag rag main behta jata hay
us lamhay se iss lamhay tak
ye jism mehakta jata hay
By Kanwal Malik
Door gaggan par betha chand
Gum sum,chup chup,khoya khoya
Door gaggan par betha chand
Uss nay dekha farsh pe jab se
Khud se b ik payara chand
Jis k hont chalaktay saghar,
Or tha jis ka chehra chand
Soch raha hay tab se ab tak
Farsh pe kese utra chand
Uski aik jhalak ki khatir
Dekho jhukta jhukta chand
Aik nazar wo khud ko dekhay
Aik nazar phir mera chand
Usko takta jaltay jaltay,
Badal main phir chupta chand
Dil ki dadhkan taiz hay ab tak
Pas se mere guzra chand
Usko ussay maang hi laitay
Or zara gar rukta chand
Nazar laga day na E chanda
Tujhko takta takta chand
Jaan hamari lay jata hay
Aisay aata jaata chand
Day kar apni jaan mana lain,
Ham se rootha rootha chand
Jaanay itna chup chup kioun hay
Soch main khoya khoya chand
Janay kesa dikhta hoga
Raat main soya soya chand..?
Kaash k meri mannind ik shabb
Yaad main meri rota chand
Kaash mere bus samnay rehta
Kaash k mera hota chand
Soch rahay hain kese mangain
Or kisi ki chatt ka chand
Janay day ab chor bhi pagal
Hota hay kab kis ka chand..?
KANWAL MALIK
Mujay kioun acha lagta hay...?
Wafa ki raah per chalna,
tumharay payar main jalna..
tumhari aass main jeena
tumharai *bunny* pe marna..
tumhain naraz kar daina,
zara si baat pe larrna
ya khud naraz ho jana,
mobile off kar daina...
wo gheray gham main kho jana
khaffa ho kar in ashkon main,
ye bistar bhi bhigo daina
in apnay ansoun main
chand taroun ko dabo daina,
tumhain buss sochtay rehna
tumhari yad main khona,
tumharay payar main hansna,
tumharay payar main rona
dua main mangna tum ko
tumhari aarzu karna'
kabhi ansoo kabhi sajday
kabhi wo nafli rozay
kabhi wo maan'na man'nat
Khuda ki minn'anatain karna
kabhi in chand taroun se
kabhi ghar ki deewaroun se
tumhari guftagu karna
har ik chehray main bus
chehra tumhara dhoondtay rehna
khuli or band ankhoun main
tumhi ko dekhnay rehna
kabhi batoun hi batoun main
tumhari bat ajana
tumhari yaad main din ka guzarna
raat ajana
tumhi ko sochna or soch kar
gum sum sa ho jana
tumhari yaad ko orhay
wo shabb bhar jagtay rehna
subha main dair tak sona
tumhain shabb bhar jagana or
jahan se be khabbar hona
nashay main doobta lehja
tumhara neend main khona
tumhari jheel si ankhain
tumhara chand sa chehra
gulabi hont phooloun se
tumhara narm kho lehja
sabhi kuch acha lagta hay...
mujhay kioun acha lagta hay
mujhay kioun acha lagta hay.....
KAnwal MAlik
tumharay bin ye alam hay.......
tumharay bin ye alam hay....
kabhi jab chand ki kirnain
jo aksar jhilmilati hain
kabhi jab barf lamhoun main,
hwa'ain gungunati hain,
mujhay ik bean lagta hay
tumhari chah main rasta,
har ik be chain lagta hay
tumhari aass main, deewar o dar
be daar lagtay hain
sabhi phoolon bharay rastay
mujhy pur khaar lagtay hain
mehakti sard shamon main
badan aisay sulaghta hay
December june' lagta hay"
har ik mosam mere dil main
teri yadoun ka mosam hay
tumharay bin ye alam hay....
tumharay bin ye alam hay.......
jo dilkash roop thay jana!
bohat ujray se rehtay hain
meri choori, mere bunday,
mera kangan, meri payal,
sabhi khamosh rehtay hain...
sunehri dhoop main tum bin,
mere is kapkapatay jism ki bhi jot hay jana!
tumharay bin mera jeewan,
adhoori mout hay jana!
dhanak iss surkh anchal ki
mujhay weeran lagti hay
mera kajal , meri mehndi,
bohat heraan lagti hay
in hathoun main hina ka rang
Dil ka khoon lagta hay
koi ghanti bajay mujhko,
tumhara fon lagta hy
har ik mosam mere dil main
teri yadoun ka mosam hay
tumharay bin ye alam hay....
tumharay bin ye alam hay.......
har ik aahat pe
darwazay pe ja kar laout ati hon
tumharay rastoun main ansoun ki lo jalati hon
meri ujri hui subhain,
meri bikhri hui shamain
meri ye jaagti ratain
tumhari muntazir jana!
kisi se kuch nahi kehti
bohat khamosh rehti hon
hijar ki taiz mojoun main,
bohat chup chaap behti hon...
mere ye kaasni se lab batatay hain
hijar ka zehar peeti hon...
na marti hon, na jeeti hoon
har ik mosam mere dil main
teri yadoun ka mosam hay
tumharay bin ye alam hay....
tumharay bin ye alam hay.......
Kanwal Malik
Door gaggan par betha chand
Gum sum,chup chup,khoya khoya Door gaggan par betha chand Uss nay dekha farsh pe jab se Khud se b ik payara chand Jis k hont chalaktay saghar, Or tha jis ka chehra chand Soch raha hay tab se ab tak Farsh pe kese utra chand Uski aik jhalak ki khatir Dekho jhukta jhukta chand Aik nazar wo khud ko dekhay Aik nazar phir mera chand Usko takta jaltay jaltay, Badal main phir chupta chand Dil ki dadhkan taiz hay ab tak Pas se mere guzra chand Usko ussay maang hi laitay Or zara gar rukta chand Nazar laga day na E chanda Tujhko takta takta chand Jaan hamari lay jata hay Aisay aata jaata chand Day kar apni jaan mana lain, Ham se rootha rootha chand Jaanay itna chup chup kioun hay Soch main khoya khoya chand Janay kesa dikhta hoga Raat main soya soya chand..? Kaash k meri mannind ik shabb Yaad main meri rota chand Kaash mere bus samnay rehta Kaash k mera hota chand Soch rahay hain kese mangain Or kisi ki chatt ka chand Janay day ab chor bhi pagal Hota hay kab kis ka chand..? KANWAL MALIK Mujay kioun acha lagta hay...?
|
tumharay bin ye alam hay.... kabhi jab chand ki kirnain jo aksar jhilmilati hain kabhi jab barf lamhoun main, hwa'ain gungunati hain, mujhay ik bean lagta hay tumhari chah main rasta, har ik be chain lagta hay tumhari aass main, deewar o dar be daar lagtay hain sabhi phoolon bharay rastay mujhy pur khaar lagtay hain mehakti sard shamon main badan aisay sulaghta hay December june' lagta hay" har ik mosam mere dil main teri yadoun ka mosam hay tumharay bin ye alam hay.... tumharay bin ye alam hay....... jo dilkash roop thay jana! bohat ujray se rehtay hain meri choori, mere bunday, mera kangan, meri payal, sabhi khamosh rehtay hain... sunehri dhoop main tum bin, mere is kapkapatay jism ki bhi jot hay jana! tumharay bin mera jeewan, adhoori mout hay jana! dhanak iss surkh anchal ki mujhay weeran lagti hay mera kajal , meri mehndi, bohat heraan lagti hay in hathoun main hina ka rang Dil ka khoon lagta hay koi ghanti bajay mujhko, tumhara fon lagta hy har ik mosam mere dil main teri yadoun ka mosam hay tumharay bin ye alam hay.... tumharay bin ye alam hay....... har ik aahat pe darwazay pe ja kar laout ati hon tumharay rastoun main ansoun ki lo jalati hon meri ujri hui subhain, meri bikhri hui shamain meri ye jaagti ratain tumhari muntazir jana! kisi se kuch nahi kehti bohat khamosh rehti hon hijar ki taiz mojoun main, bohat chup chaap behti hon... mere ye kaasni se lab batatay hain hijar ka zehar peeti hon... na marti hon, na jeeti hoon har ik mosam mere dil main teri yadoun ka mosam hay tumharay bin ye alam hay.... tumharay bin ye alam hay....... Kanwal Malik |