" heyy'kya chal raha hai" rahul called out as he entred the cafetaria
"chalega kya'humaare dono lovebirds to tabse aapas mein hi aise baatein kiye jaa rahe hain jaise hum log to exist hi nahi karte'."anjali chuckled'
"tum log ko kya problem hai'hum dono chahe jo karein..." armaan replied back
'yeah right...hum log to yahaan tum log ko aise dekhne aaye hain na..."anjali raised her eyesbrows
"saali sahiba'aise jealous mat hoiye'aapke bhi compliments ki baari aayegi'after all aap meri aadhi ghar vaali jo ban jaayengi'"armaan replied'
" not interested'acha guys atleast have something or you will both keep starving all day"
----------------------------------------------------------------------------------------------------
Through the day we were badly in love interns but on the chat we still were angelic_me and music_lover
Music_lover: aaya tere dar par deewaana
Angelic_me: aap yahaan aaye kisliye
Music_lover: hmm'humein tumse mohabbat hai deewaangi ki hadd tak'.
Angelic_me:'is deewaane ladke ko..koi samjhaaye'
Music_lover: hayye'vaari jaava soniyo'.ishq chupta nahi chupaane se'tera aashiq hun main zamaane se
She blushed deeply at this and remembered how their love story weaved through so many ostacles'
Angelic_me:nazar aa raha hai saaf ye'hum hi hum hain dil mein aapke'
Music_lover:huzur is kadar bhi na itra ke chaliye'khule aam aanchal na lehra ke chaliye'
Angelic_me:hum to bhai jaise hain vaise rahenge'ab koi khush ho ya ho khafa'hum nahin badlengi apni ada'samjhe na samjhe koi hum yahi rahenge'
Music_lover: teri in adaaon ne'humko paagal kar diya'
Angelic_me: dil to paagal hai..dil deewaana hai'
He was unable to decide what to write further' a naughty smile crept up his face as a thought struck him
Music_lover: maine dil se kaha'dhundh laana khushi'lekin paagal dil ne..aafat hi chunni'.
She did not reply for a while and he kept waiting
Music_lover:meri soni meri tamanna jhooth nahi hai mera pyaar, deewaane se ho gayi galti jaane do yaar
Angelic_me: kaate nahi kat ti ye din ye raat kehni thi tumse jo dil ki baat vo aaj main keti hun'I love you'
Music_lover:oyye hoyye'aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par'sabko maalum hai aur sabko khabar ho gayi..
Angelic_me: hoshwalon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai'ishq kijiye phir samajhiye zindagi kya cheez hai'
Music_lover: zindagi ek safar hai suhaana 'yahaan kal kya ho kisne jaana'
Angelic_me:suhana safar aur ye mausam haseen'humein darr hai hum kho na jaayen kahin'
Music_lover:khoye khoye din hai'tanha tanha raat hai'bas kuch dinon ki baat hai
Angelic_me: ek din aap yun humko mil jaayenge phool hi phool raahon mein khil jaayenge maine socha na tha
Music_lover: oyehoye'.khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko'.
Angelic_me:tum bin jiya jaaye kaise'kaise jiya jaaye tum bin
Music_lover: tere bina jeeya jaaye na'
Angelic_me: ye kahaan aa gaye hum'yun hi saath chalet chalet
Music_lover: baahon ke darmiyaan'do pyaar mil rahe hain'
Angelic_me:khil gayi meri kismet'paa ke teri ye chahat'humpe meherbaan do jahaan...
Music_lover:kya kahun kya pata'baat kya ho gayi..dillagi ye mere saath kya ho gayi
Angelic_me: Saanson Mein Badi Bekaraari'.Aankhon Mein Kai Rat Jage'.Kahin Kabhi Lag Jaaye Dil To''Kahin Phir Dil Na Lage
Music_lover:uff teri ada'.
Angelic_me:ab main chalti hun'khuda hafiz main karti hun
Music_lover:jaiye aap kahaan jaayenge
----------------------------------------------------------------------------------------------------
"ridhima, ab hum dr shashank se baat kyun nahi karte?" he questioned her
" armaan hum kuch din baad...i mean main abhi is sab..."she tried to reason..
" ridhima 'hum ite din se saath hain'kya ahi bhi tum humari shaadi ke baare mein sure nahi ho?" he questioned hoping that the answer is a no
" armaan'main is baat ke liye bahut sure hun ki mujhe shaadi karni hai to sirf tumse karni hai' aur koi meri zindagi mein tumhaari jagah nahi le sakta"
"to problem kya hai ridhima? Tum mujhe chahti ho, main tumhe aur hum dono ne ye bhi soch liya hai ki shaadi humein ek dusre se hi karni hai'"
"armaan shayad main abhi iske liye ready nahi hun'.mujhe thoda time aur chahiye'armaan please understand'main tumse apni zindagi se kuch samay maang rahi hun'mujhe doge na.."
" ridhima'look tumhe jitna time chahiye tum lo'lekin mujhe ye to bata do'ki kab? Ridhima mere liye ab ye mushkil hota ja raha hai.."he replied...
"armaan'main.. armaan dekho har ladki ke kuch sapne hote hain'uski zindagi ko lekar'uske pyaar ko lekar'vahi uski zindagi ka safar hota hai'aisa safar jo use uski manzil tak pahunchata hai'kuch aise sapne jo uski zindagi mein bahut ehem hote hain'"
"lekin ridhima'mera dil jo sirf tumhaare liye dhadakta hai'uska tumhaari zindagi se kya koi vaasta nahi?"
"armaan aisi baat nahi hai'mera dil ab tumhaare liye dhadakta hai'lekin is dil ko dhadakne ka hak to kisi aur ne diya mujhe'dil to mera api maa ke andar bhi dhadak raha tha'in dhadkanon pe pehla hak to unka hai..aur unhone kya galti ki ki apne bachon ke liye sapne bune'aur unhone mujhse ek baar kuch nahi kaha'mera sapna hai ki main unka sapna pura karun'maa-baap ka karz to koi kabhi nahi utaar sakta lekin kya main unke liye itna bhi nahi kar sakti
Dil se zindagi, zindagi se dil
dono jude tab milti hai manzil
Janm se pehle hi dhadakta hai dil
maa ki dhadkano se judta hai dil
" ridhima ye zindagi ka safar agar hum kadam se kadam mila kar saath shuru karein to aur khubsurat ho jaayega "
" armaan'main jaanti hun hum saath mil ke bahut kuch haasil kar sakte hain'par zindagi ka safar tabse chal raha hai jabse humne apni pehli saans li thi"
" ridhima tum batao tumhaare hisaab se zindagi ka safar kya hai ? "
"
shuru hota hai maa ki zindagi se
dil aur zindagi ka safar
papa ki godi se chalne tak ka safar
Banta hai dil aur zindagi ka safar
Khel kood aur masti saheliyon ke saath
Banta hai dil aur zindagi ka safar
padayi k saath kuch kar gujarne ke sapno k saath
Banta hai dil aur zindagi ka safar
Choti choti kushiyon se
Banta hai dil aur zindagi ka safar
Aata hain aisa mod jab dil aur zindagi
Banjati hain kisi ke pyar ka safar
Par dil se zindagi aur zindagi se dil
dono jude tab milti hai manzil
armaan tumhe kya lagta hai'main ek nayi zindagi mein nahi basna chahti...tumse zyaada us din ka main intezaar kar rahi hun jab mujhe nayi pehchaan mile...apne pyaar ke naam ki "
" ridhima'ye jaan kar acha laga ki tum mujhpe itna aitbaar karti ho ki mujhse apne dil ki baat keh pao'aur ridhima tumhaara jo bhi faisla hai mujhe manzoor hai'agar tumhe aisa lag raha hai ki is shaadi ki vajah se tumhaara koi bhi sapna kuchalta hai to main tumhe vishvaas sdilaata hun ki main tumhaara intezaar tab tak karunga jab tak tum khud se is rishtey ko agle kadam pe nahi le jaana chahti'aur tab tak jaise chal raha hai..vaise hi chalega'aur ridhima ek cheez'bhala hi humaari abhi shaadi nahi hui hai..lekin har kadam par tum mujhe apne paas paogi'ek zindagi bhar ke humsafar ki tarah'"
" armaan kyun har baar kuch aisa keh dete ho ki mujhe lagta hai ki main tumhaare laayak hi nahi hun'tumhe lagta hai ye sunne ke baad meri doli zyaada intezaar kar sakti hai.."
She hugged him tight and with moist eyes she placed a soft kiss on the side of his neck "ek baar phir main haar gayi armaan'kaisa jaadu hai ye jo baar baar main kuch lafzon se haar jaati hun'ab tum jeetna band karo aur ab is dulhann ko jaldi se apne ghar le jaane ki tayyari karo "
"main tujhko utha kar le jaaunga'doli mein saja kar le jaaunga' "
LIFE IS A JOURNEY THAT SHOULD BE PLAYED LIKE MUSIC'SOULFUL AND PLEASING TO THE ONESELF'WHILE MAKING ONE REALIZE THE VALUE OF EVERY NOTE WITHOUT WHICH IT WOULD HAVE BEEN AN UNPLEASANT SOUND
317