Mink - Yeh batao maine kab tumhari beri ke ber tode... ya khet ki murgi churayi.. maine tumhari bhais ko danda bhi nahin mara....aakhir kis janam ka badala le rahi ho mujh se.... main jata hu aur tum aakar yaha golmaal kar ke chali jaati ho... Ab to main portland airport par tumhara swagat karne aa raha hu just pm me ur flight and time....
Sam - Man, ab to pichchaa chhod maine kaha to sahi ki hamare beech kuchh bhi nahin hain firewall, cable internet aur tere siwa π‘ ...
Zaraa - C'mon niti ki behen ho kar tum aisa kar rahi ho... maine niti ko kaha tha ki dikshu ka khayal rakhana usne apna promise pura kiya, par tumne dushmano ka saath diya...