
I was investigating Rana ji n his wife ka kamra
and then
and then
I found Rani Sulakshna singing
Gumanaam hai koi
Badanaam hai koi
kis ko khabar
kaun hai hum
Anajaan hai koi
Gumanaam hai koi...
1st I shouted
I shouted my lungs out like so many times but nobody heard me 😆
Then Rani Shouted
Chillao mat aur meri bolti bandh 😆
Vo bahut hi gusse me thee , Vo boli hum Rani hai Rani par pichle 6 saal se hum iss white gown mein sadd rahein hain kyun kyun kyun
Kyunki
Ooh la la...
Ooh la la...
Ooh la la...
Ooh la la...
Hum hain Rana ki fantasy
Chodo na
Chodo na
Chodo na
Chodo na
Ab main fanah ho gayi..
Par ye moya Rana mujhe jaane hi nahi de raha, Na toh khud aata hai na mujhe jaane deta hai
Meri toh heaven ki ticket bhi expire ho gayi iski vajah se aur ab toh aise din aa gaye hain ki hell mein bhi waiting mein chal rahi hoon 😆
Agar 6 saal pehle RIP bol deta toh ab tak toh 2nd birth leke 2-3 bachon ki maa bhi ban jaati par ye Rana na toh khud maze lega na mujhe lene dega 😆
Plz koi mujhe iss devdas Mukti dilwao , Bahut meherbaani hogi aapki