Hello guys here I m again with another pic wala song ke sath 😃...it is my one of all time fab songs 😍
tu hain ab jo baahon mein
qarar hain
rab ka shukrana

saanson mein hain nasha
khumar hain
rab ka shukrana
tu hi ab mera deen hain
imaan hain
rab ka shukrana
mera kalma hain tu
azaan hain
rab ka shukrana

tu mila toh sab mila
ab kisi se kya gila

tujh mein simtoon
aa main bikhroon
teri bahoo mein
faana ho jayoon mein

tu hi ab duniya meri
jahan hain
rab ka shukrana

khwabon ki,khayalon ki
udaan hain
rab ka shukrana

sab se ho jayoon pare
jo ishara tu kare
ab toh rehna hain
tujh hi mein
gumshuda hoon mein
teri bahon mein

jazbon ka ab toh naya
bayan hain
rab ka shukrana
naaya rutba
naayi shaan hain
rab ka shukrana

rab ka shukrana

guys u know this song is quite difficult to set in pics but have tried my best 😳
hope u'll like it as u liked the previous one 😊