Pankhis. .. 😃
Kala returns. ... 🤗
Jalwa, Jalwa, Jalwa...

Jismon Ka Hai Yeh Jalwa, Kismon Ka Hai Yeh Jalwa

Shoharat Bhi De Yeh Jalwa, Maksad Bhi De Yeh Jalwa

Dilkash Lage Yeh Jalwa, Mehkash Lage Yeh Jalwa

Nasha Hi Nasha Yeh Jalwa, Maja Hi Maja..., Nasha Hi Nasha..
Jalwa

Aag Si Rawaaniya..., Leti Hai Angadaayiya...
Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya..
Yeh Jalwa... Fashion Ka Hai Yeh Jalwa ...
Hai Ada Ka Najaraana, Har Jubaan Ka Afsaana
Har Kisi Pe Chha Jaata Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa
Karde Sabko Mastaana Hai Jamaana Deewaana
Din Mein Taarein Dikhalaata Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa
Aag Si Rawaaniya, Leti Hai Angadaayiya...
Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya..

Yeh Jalwa... Fashion Ka Hai Yeh Jalwa ...
Isane Sabko Bharmaaya, Hai Ajab Isaki Maaya

Koyi Bhi Bach Na Paaya Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa

Aasmaan Dikhlaaya, Jamin Pe Bhi Le Aaya
Kya Na Isane Karwaaya Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa
Aag Si Rawaaniya..., Leti Hai Angadaayiya..
Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya
Yeh Jalwa... Fashion Ka Hai Yeh Jalwa