ohoho...antara ko jalan hua...raghu aur rukku ko chipak chipak ke dance karta dekh antara hui jealous... 😉 ..waise hum ye keh sakte hai ki ruksaana jaan bujkar raghu ko apni taraf kheench rahi thi wenevr he tried to go near antara..chipkeeli.. 😛 bt must say kitni acchi dost hai,apne dost ke dil ka haal abhi hi samajh gayi...hayye kitna accha dance karta hai hamara raghu 😳 ..
...waise must tel antara ke expressions bohot mast the...uski aisi situation dekhkar muje ek gaana yaad aaya wich s perfect.jus imagining antara ke mann mein ye gaana chal raha hoga...
rangeela re..tere rang mein,yun ranga hai,mera mann...
chali aa re..na bujhe hain,kisi jal se,ye jalan...ooo..rangeela re... 😉 😊 😉 😳