2.Ab ab vo kyahainaki main jidhar bhi jatha hu na tho udhar ki saari log mereko hi dekhti hain... bahut masth dikhta hu na main... hai na... vaise tu bhi aaj bahut hatke lag rahi hain... roj naii roje tu vo diwali ki puthli bomb haina vaise lagti hain jisko ki bas agarbatthi dikhaya aur tho phatank se fhat gayi... lekin aaj tho jaise
3.Jaise vo jaise sadha chawal accha nahi lagta matlab thika usme vo masth masala sabji daalke vo masth biryani bana dete... tho tu aaj masth biryani lag rahi hain
4.Kya hua... matlab tereko bura lagana maine tereko biryani bola... arey biryani masth hain tere liye main bol raha huna abhi main tereko agar rasgulla bolthana tho...
5.Aaji kidar dikh nahi rahi hain kidar tho gayi hain... kya karu kya... ha kya problem hain kisiko maarna hain tho bol... kya... tu aaji ko bata sakti hain tu mereko nahi bata sakti...
6.Chal bol rey bolna Miss Kaul... dhori chal tho vo chori teri shakal dekhke kabhi nahi lagta ki aisa tu girihuyi harqat... ha naii yaha decoration mein dikha nahi mereko dhori masth pardha laga hain udhar...
7.Maar kyun rahi hain... kya ha tho mereko kya bata rahi hain news mein daalne ka hain kya baandhle... ye noori aunty ne na tereko bigaad diya bachpan se poora ka poora... chup ye sab kyun karne ka hain... karta hu na udhar chal mere saath... ey thoda idhar aa... aa mere saath
8.Ha Miss Kaul dekh main khoshish karta hu... tho kya poori raat uss khambhe se chipakke rahegi ya phir ye khambha ukhadhke main tere piche piche ghumu... accha thik hain main dekhunga naii promise
9.Miss Kaul udhar shisha dikhayi de raha haina... vo main shishe mein dekhunga aur tu bhi mujhe shishe mein dekhte rehna... meri nazar teri shakal se nahi hategi... pakka ek second keliye bhi nahi... bharosa haina
10.Ha main Amir Khan... Amir Khan ka naam suntehi tera muh khulgayi na Amir Khan kya tera kaka hain jo tere piche piche har jagah ponch jayega... main khoshish kar raha tha tera dhyaan bhitaaneka thaki tera dhyaan mere haathon pe na jaaye
11.{Katrina Kaif} Zyada shaani ban rayyein... ey Miss Kaul hogaya... Miss Kaul tumne bataya nahi ki aaj main kaisa lag raha hu... ki vo sahi ya galat... phir bhi kuch tho bolne ka hain ki main kaisa masth dikh raha hu ki nahi... chale
12.Lagta hain ki dulhan ne bataya nahi aapko ki hamari jaan pehchaan kaise hui chaliye hum batate aapko ki hum kab mile kaise kya main abhi aaya ha... aayiye
13.Ye kya na tha ki raat ko sone ke baad agar time milana tho sapne nein aata hu abhi keliye tho cancel karle... accha suno vo Miss Kaul naii vo mera matlab hain Antra ko kaii dekha hain... aisa nahi hain Miss Kaul aisi nahi hain samjhi na... tu kidharki baat kidhar lekar ja rahi hain
14.Ha ye idea accha hain tu mereko na [din't get]... abhi kya haina ki MachMach ladka hain vo tumhari dosth nahi tumhara dosth... nargis ha vo arey dulhan apni dulhan uski shaadi ho rahi haina arey jo usko problem haina tho uski poori family idhar hain vo sab samhal lenge tension nahi hain
15.Arey ye inko pehle himmat karne ka tha samjhina... abhi vo amrit khaliya aur daanth mein fas gaya tho koyi kya karega... dekh Miss Kaul iss laffde meina mereko nahi padne ka hain... tera problem kya hain Miss Kaul ha tereko shraap mila hain kya jo tu chup nahi baith sakti aur doosron ke maamle mein taang ladane ka tumne side business khol rakha hain kya
16.Teri baat alag hain Miss Kaul