Kunal: Tumhari yeh..Yeh bohot bakwas naam hai.
S: To kya accha laga tum he?
K: GauriKa accha hai yaar.
S: Accha GauriKa.Mujhe kya ha? Mera toh pura naam hai
K: Woh kya farak padta hai?
🤣🤣
Shrenu: Abi sirf tasan hai..Jab pyaar suru hoga to kya hoga..
Kunal: Pyaar mein time hai...Pyaar mein bohot time hai.
Shrenu: Koi enthusiasm nahin hai!
🤣🤣