Pata nahi kyon, par , mujhe woh red flag jyada aur ghazal kum nazaar aa rahi thi ! Nazar ka dhoka ya nazriye ka ..keh nahi sakti . Jiskisi ke liye rakhi ho usse nazar aayi ya nahi woh bhi keh nahi sakti 😆
Yaar, itnee achhee ghazal mei bhi tumhey ashanti ka ishara nazar aa raha hai😆