Originally posted by: -Chotta-Don-
aj bhindi banane ka man hai, 2 years se khayi nahi :o or meri fav bhe hai :o
yahan mujhe dikhi he nahi thi, kal mall main geya tha wapis atey hove to dikhi, abhe larke ko bheja hai ke jao le ke aao, lekin wo kamina 1 hour ho geya wapis nahi aya :(
main na larkon ko kuch nahi kehta, on ko feel he nahi hota ke main boss hon on ka, lekin os ka matlab ye nahi ke main feel nahi karta, lol main bardasht karta rehta hoon, phir 1 he time sara gua nikalna hota hai, main insan ko khud chance deta hoon ke samjhe wo kya kar raha hai, lol
abhe is larke ne tang kiya hai sara din soya rehta hai,
boss main hoon or mere bad wo uthta hai, showroom 1 week se late open ho raha hai, sara din soya rehta hai ,or sari raat sota nahi,
wo to main bhe nahi sota lekin meri bat or hai, lol, or main din ko bhe nahi sota, lol, abhe is ki band bajani hai, 31 jan tak na samjha to nikal dena hai job se, lol
928