Originally posted by: Niya_789
Kitna snoor kar raha tha1:45 tak mujhe aur kshiti ko neend nahi aai uske kharaton ke wajah se... And neend main badbadata bhi hai vo.. Jab ankh lagi.. Ussne badbadana chalu kar diya hum dono kitna dar gaye .. Issliye last main usse storeroom bhej diya 🤣
🤣🤣...
Yaar kshitij aur bechara baar baar flow me aajata hai!!
1k