haha kya wadoya acting karte ho bhai phir boling ki drama karna nahi aata aapko lol 🤣
OMG OMG meri acting hahahahah hehehehehe hohohohoho🤣🤣
Funny anhi laga Ap ko sach bolo😉
Naaz Naaz Naaz😉😳🤣
ye raha ap ke real BD thread😛
ap ko meri kasam ye open na karna jab tak meri bat ka jawab na de do😉 chalo bolo kesa laga wo fake thread dekh kar ke ansar ne 2012 main itna kuch kiya dill se bnayaa to abhe kya kiya?😉
bolo jaldi meri light na chali jaye😆
PB thanks mera sath dene keyliye hahahha hahaha Naaz ye sab hum ne july ka socha hova hai ke eysa karna tha😉
🥳🥳happy B@day naaz 🥳...itna tang karna toh banta ahi 😳