generator b ajeeb hai
han barish ho rahi ho to chali jati hai, lekin bad main mosam thanda hota hai na to nahi jati😆
ary hai na 2 lakh ka genrator hai hamra😆 mere ghar ki to kya main ne 8 10 gharon ko bhe light di hai os se😆 lekin gass ki problem hai wo hoti he anhi to chlta he nahi😆 kabeh kabhe raat ko on ho jata hai bus😆 gen chale to AC, har chez chalti hai
chalu to sub chalu
or ni to sb bnd
wah wah😆🤣
bt i swear grmi me halath khrb hojatiy pheww🤢