Originally posted by: --devil-mind--
wo theek hai🤣 os ne India jana tha is sal par nahi ja saka🤣 main ne bhe jana tha lekin Mama ki waja se nahi geya😔aj ke din main ne India main hona tha😉
han han dono funny hain😡🤣
awww kyun nahi ja saka? 🤣🤣 haan ap toh ja nahi paaye, acha pak se india jane main kitna samah lagta haii? mera bhi bahut zada mann hai india jaane ka 😳
hahah thanks 😳🤣🤣