Originally posted by: arun-deeps
Pranaaam Bhratashree! Hum ati prasanna huye ki aapne humare emotions aur prashansha ko sweekar kiya!😃Awwww....u r too grt to beleive dat I have d potential 2 be self-satisfied! Ha...haa.......na na bhrata....hum is divine journey me sang-sang hi hain....aap jaise sweet person par to sada Sacchidanand parmaatma ki kripa rehti hai....fir aap kaise saansarik bandhano se bandh sakte hain....fir aap kahenge ki saansarik bandhano se to koi bhi mukt nahin hai...par jo bhaktiyoga ka saral marga apnaate hain....unhwe to swatah hi Prabhu saare bandhano se khud mukt karwa dete hain...jaise Devki-Vasudevji ko karwaya tha!😊Haaa....haaa....luvd r train me bithane wala idea!😆wuuvvvvv superb thinking again👏bas aisi baaton ke liye hi to hum aapke darshano ko vyaakul rehte hain!😆Haan Loleshwari Di ne to khoob explain kiya hai bhakton ke baare me aakhir karengi bhi kyu nahi....khud Ram-Rasaayan jo vitarit karti rehti hain!😍😆Hum ideal devotees...ki baat nahin kar rahe hamto bas ShriMahaprabhuji kepad chinhon par chalkar....Braj ki Gopiyon jaisiprem lakshana bhaktiki parakaashtha paana chahte hain...aur humeinvishwaas hai...ki aap bhi humare saath hain!😳Yahoooo! Gap mil jaayega na...bas I m happy in that....Bhrata I really appreciate U....n I bow down 2 d spirit of Ur teaching!👏
😊Aisa lagta hai ki hamaare paas dhanyavaad ka kosh khatam hi ho jaayega.😊
Lola ne to devotees ke faith par bhi bahut hi perfect article post kiya hai. Na me bhaktah pranashyati. Superb!!! Just awesome and perfect thoughts and analysis & interpretation of Geeta!!!
Is journey me rahe - Har ek pal ka sath hamaaraa, har ek pal ke yaaraane bhi. Is manzil par milnewale, us manzil tak sang aane hain.
Mahaprabhuji aapke bhakti ke path ko prakaashit kar ke aur bhi prerana pradaan karte rahe.