neha ki bachi reserve kar liya kar, aur reply mat kiya kar tu, pooja, ritu iss baar to tum 3no ko hi maarne ka mann kar raha hai, teeno ne hi reserve karke chod diya, aaj waise jayda kuch special hua nahi part mai, par phir bhi, jaruri tha ye part.... aur pooja tujhe phir se chakkar to nahi aa rahe na???? yaar abhi tum sab apne darr ko sambhal kar rakho aur jab wo ar ko alag kar degi tab sab ek saath baith kar royenge okkkkk......