aarambh hai prachand- entire song is fabulous. some esp lines:
"yuddh hi veer ka pramaan hai"
and
"yaa ki pure bhaal par jala rahe vijay ka laal laal yeh gullal tum soch lo"
and
"jis kavi ki kalpana mein jindagi ho prem geet uss kavi ko aaj tum nakaar do"
yaaram- "Zulf mein fansi huyi khol denge baaliyan, Kaan khinch jaaye agar, Kha lein meethi gaaliyan"
Jaaniya- "Tujhe rakh liya, inn yaadon ne, Ik phool sa, kitaabon mein
Iss dil mein tu, rahega sada, Aur mehakega, in saanson mein"
naina ashq na ho- "Main na lauta aane waale saal jo, Meri wardi bole mera haal to"
Teri Mitti- "Pheeka na pade kabhi rang tera, Jismon se nikal ke khoon kahe"
O re piya- "le chal wahan jo, Mulk tera hai
Jahil zamana, dushman mera hai"
Rangrez by krsna solo- entire song but esp these lines:
"ik boond ishqiyan daal koi, mere saaton samandar jaaye rang"
and
"Par mue kapaas pe rang naa rukey, Rang itna gehra"- this line is really deep
Guzar na jaye- "Safar ye khatam na ho, rahe ye kabhi kam na ho, Mile ya na mile manzil, bichhad ne ka gham na ho"
there are many more but i can recall these at the moment.
20