Originally posted by: Nikhil718
Some superb dialogues from Ajay Devgn
#AjayDevganFan
Main sirf sasural se hi shaadi wale din khali haath lauta tha ... varna jiske ghar subah subah pahuncha hoon kuch na kuch nikaal kar hi laya hoon --- RAIDAap namak ka haq ada karo ... main mitti ka haq ada karta hoon --- The Legend of Bhagat Singh
Aag joh dil mein lagi hai, usse duniya mein laga doonga main ... joh teri doli uthi, zamaane ko jalaa doonga main -- Diljale
Mere jaise kapde pehanke tu Sultan Mirza dikh to sakta hai ... lekin ban nahi sakta --- Once Upon a Time in Mumbai
Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai ... yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai -- Dilwale
Main to sirf ek chauthi fail aam aadmi hoon, jiski ek biwi hai or do betiyan, yahi meri duniya hai -- Drishyam
Samaaj ko police waisi hi milti hai jaisa ki samaaj khud hota hai -- Gangaajal
Joh koi zulm ke khilaaf awaaz uthawat hai ... wohi insaan hai, wohi zinda hai -- Lajja
Duniya ka koi bhi dharm ... ek bete ko apni maa ki aakhri ichcha poori karne se nahi rok sakta -- Zakhm
Kutton ka jhund kitna bhi bada ho ... uske liye ek sher hi kaafi hota hai -- Singham
Inteqam bhi ajeeb funda hai, sharaab ki tarah ... jitna purana utni hi zyada kick deta hai -- Khakee
14